Blogger me contact us form kaise banaye in hindi ! delhi technical hindi blog !

Blogger me contact us form kaise banaye in hindi ! delhi technical hindi blog !

Agar aap blog ya website chalate hai aur aap apne blog ya website me google adsence ki ads show karana chahte ho to aapko aapne blog ya website me contact us page hona bahut hi jaruri hota hai aur aap contact us form page banane ke liye aapko html ki coding aana jaruri hai to simple aapko free contact us form banan aap sikh jaooge is post ko pura pad ke,

Blogger me contact us form kaise banaye in hindi
Contact us form ke liye kya karna hai !


Contact us page ke liye aapko simple google drive ka upyog karna hoga ek to aapke phone me hi hota hai google drive ka app but usme aapko kuch nhi karna hai aapko simple google.com pe jana hai aur woha pe aapko search karna hai “Google Drive” aur search karne ke bad aapko jo sabse uper google drive ke link aayega usko aapko open karna hai, Jo image maine aapko niche diya hai aapko bhi yahi link open karna hai.

Blogger me contact us form kaise banaye

Ye link click karne ka bad aapko apka google drive open ho jaiga fir woha pe agar aapki gmail id aur password se agar login nhi ho to aapko login karna hai fir aapko login hone ke bad aapke gmail id se chalega to ye google drive chalne ke liye apke pass gmail id aur ek password chaiye hota hai aapka google drive open hone ke aisa show hoga jo maine niche image diya hai.

Blogger me contact us form kaise banaye
Blogger me contact us form kaise banaye

Fir aapko jo image diya hai woha pe jo maine tick lagaya hai woha pe aapko click karna hai “Go to google drive‘ Pe click karna hai fir apko aapka google drive ka page open ho jaiga jaise maine niche image diya hai waisa show hoga.

Blogger me contact us form kaise banaye

Fir aapko right side me sabse uper jaha pe maine tick lagaya hai woha pe aapko apne gmail id se login karna hai agar aap login nhi ho to login karna padega agar aapko login ho to jarurat nhi padagii…fir jo maine niche images diya hai woha pe maine my drive pe click karte hu jo tick lagaya hai aapko bhi same wasa hi karna hai.

Blogger me contact us form kaise banaye
Fir woha pe aapko simple my drive pe click karne ke bad apako sabse niche jo more ka option show hoga woha pe aapko click karna hai jaha pe maine tick lagaya hai uske bad aapko aapke samne “contact forms” ka option show hoga aaur aapko contact form pe click karna hai fir joa aapke page show hoga wo maine niche image diya hai.

Blogger me contact us form kaise banaye
Blogger me contact us form kaise banaye 

To simple aisa show hoga apako contact form pe click karna ke bad fir aapko jaha maine tick lagaya hai woha pe aapko “untitled form” likha hai woha pe aapko “contact us” likhna hai fir uske niche “untitled question” likha hai woha aapko “Full name” likhna hai fir aapko aisa show hoga jaba aap ye sabs likh loge to jo maine niche image diya hai.

Blogger me contact us form kaise banaye
Blogger me contact us form kaise banaye 

Fir aaapko sabse niche jo maine tick lagaya hai woha pe “Required” likha hai to simple woha pe aapko isko “on” karna hai slide karke uske bad aapko ek box create ho jaiga uske bad aapko kya karna hai jo maine niche image diya hai woha pe maine side me tick lagaya hai woha pe aapko plus ka nishan hoga.

Blogger me contact us form kaise banaye

To yaha pe side me dekho aapk plus ka nishan hoga woha pe app click karoge to fir se aapko dusra bos open hoga jaha pe aapko “email id” likha na fir fir niche required ko on karna hai,

Blogger me contact us form kaise banaye
Blogger me contact us form kaise banaye 

Fir aapko yaha pe last box banana hai kaise pahale apako side me plus pe click karna hai fir last me woha pe “message” pe click karna hai fir aapko niche required ko on karna hai fir aapko simple option me paragraph select karna hai fir aapk sabse uper right side me “send” ka option show hoga jaha pe maine tick lagaya hai woha pe click karooge to aapko ye page show hoga jo maine niche image diya hai.

Blogger me contact us form kaise banaye

Fir aapko ye option show hoga jo uper image me show ho rha hai uske bad uper 4 option show hoga jaha pe abhi click hai woha pese aapko pahale change karna hai jaha pe maine niche image diya hai woha pe maine tick lagaya hai wo html ka code hai to jo maine aapko niche image diya hai woha pe aapko dekho.

Blogger me contact us form kaise banaye
Blogger me contact us form kaise banaye 

Fir aapko yaha uper pe jo jo maine tick lagaya hai sabse uper mai jo  < > ye woha tick ko aapke click karna hai fir uske niche aapka html ka link aa jaiga jaha pe maine tick lagaya hai fir uske niche aapko width aur height show ho rha hai usko aap change karke aap apne contact us ka form ka jo box hota hai uska size ko aap change kar sakte ho …uske niche jo copy likha hai simple woha pe apko “Copy” karna hai,

Uske bad aapko niche jo maine niche image diya hai woha pe blogger.com pe jana hai aur woha pe pages pe click karna hai fir woha pe aapko ek new page create karna hai fir woha pe jo aapko maine image diya hai wasa aapko show hoga jo niche diya hai.

Blogger me contact us form kaise banaye

Fir jo maine tick lagaya hai aako simple aisa hi karna hai aur fir new page pe click karna hai fir aapko ek new page show hoga jo maine niche image diya hai.

Blogger me contact us form kaise banaye

Fir jo yaha pe aako sabse uper contact us likhna hai fir niche compose likha hai aur uske side me html to aapko simple html pe click karna hai fir aapko woha pe jo apne code copy kiya hai simple usko apko html ke annder paste karna hai fir aapko simple aisa show hoga jo maine niche image diya hai code paste karna ke bad,

Blogger me contact us form kaise banaye
Blogger me contact us form kaise banaye 

Fir yaha pe aapko paste karna ke bad apko simple right side me updat likha hai jaha maine tick lagaya hai aur aapke pas publish likha hoga to aapko simple publish pe click karna hai.. fir apke blog ya website pe aapka contac us page ban jaiga to fir simple aisa show hoga contact us page banne ke bad,

Blogger me contact us form kaise banaye

To apne dikh liya kitna aasan hai contact us form banana wo bhi google drive se direct jo ki ek dam legal hai aur ye apako google adsence se approval ke liye bhi bahut help karega.

To guys agar aapko mere ye post Blogger me contact us form kaise banaye in hindi ! delhi technical hindi blog ! accha laga to aap is post ko share kare aur post ki niche bell icon ko press karke allow kar de taki aani wali post ki notification aapko sabse pahale mil jaye aur aap apni gmail id se bhi subscribe kar sakte hai apko side bar me subscribe ka option mil jaiga ok thanks you.

Leave a Comment