Backlinks kaise banaye ( No-Follow links and Do-Follow backlinks ) in hindi !
Backlinks kya hoti hai to simple ek link jisko hum aur kuch website mil ke generate kartii hai unko hum backlinks bolti hai inme bahut trahh ke backlinks hoti hai do-follow backlinks aur no-follow backlinks aur bahut trah ke hoti hai uskoo bhi niche padange to simple aapko batauu to backlinks humko apne website ye blog pe traffic lane ke liye banate hai.
Backlinks kaise banaye ( No-Follow links and Do-Follow backlinks ) |
Hum blog ya website banate hai to usme traffic nhi aata hai to simple aapko seo karne ke bad bhi traffic jada nhi atta aur na hi google pe rank hoti hai to simple aapko google pe rank karanae ke liye bahut sare backlinks banana hota hai to simple aapko aise acchi aachi website pe jana hai jaha pe aapko accha backlinks mil jaiga.
To man lo hum kiise website pe gye uske bad humko woha pe apne website ka link unke website ke comment settion me ja kr post karna hai aur jab wo comment ko publish kar dete hai to unki website pe aapka blog ka url wo post ho jata hai fir isse unki website pe koi bhi vijitor aata hai to comment me aapka link hota hai agar wo link pe lick karke aapke blog pe jata hai to aapko ek backlinks mil jata hai to aise backlinks work karta hai,
Ab aaapko ye pta chal gya ki backlinks hote kya hai aur isko use kis liye karte hai to simple ye kitne trah ke hoti hai aur kaise work karte hai.
Types of Backlinks !
- No-Follow backlinks = Simple aap kisse bhi blog ya kisse bhi website pe jate ho aur woha pe ek comment karte ho aur woha pe apne blog ka link dalte ho to wo no follow backlinks hoti hai.
- Do-Follow backlinks = man lo ki aaap ek post likh rhe hai apne blog ke liye aur us post ke annder aapne kisse dusri website ka link dala hai to ye do follow backlinks hota hai.
- Link juice = hum kisse bhi website pe kisse website ke link dalte hai to wo woha se jo hume support milta hai unko juice link bolte hai.
- Linking root domains = linking root jab aapka link kisse website pe hai aur woha se aapke pass bahut sara traffic aa rha hai to usko linking root domains bolte hai.
- Low Quality link = ye link jo aapko kisse spam website se aati hai to unko simple low quality backlinks bolte hai.
- Internal links = jaise aapka blog hai usme bahut sare post hai aur har ek post me apne apne dusre post ka link dala diya hai to aapke pahale wale post pe vijit aata hai aur fir woha se aapke dusre link wali post pe jata hai to unko internal links bolte hai.
To guys ye thi types of backlinks ab main aapko kuch aise link de rha hun jo ki free me aapko bahut sare back links bana ke dete hai aapko simple is link ye is website pe jana hai aur woha pe aapna blog ya post ka url dalna hai aur fir woha se automatic link generate hoti hai, To yaha pe click karke aap aapne blog ke liye backlinks bana sakte hai.
To guys agar aapko mere ye post Backlinks kaise banaye ( No-Follow links and Do-Follow backlinks ) accha laga to aap is post ko share kare aur post ki niche bell icon ko press karke allow kar de taki aani wali post ki notification aapko sabse pahale mil jaye aur aap apni gmail id se bhi subscribe kar sakte hai apko side bar me subscribe ka option mil jaiga ok thanks you.