Responsive blogger templates download kaise kare step by step ! delhi technical hindi blog !

Responsive blogger templates download kaise kare step by step ! delhi technical hindi blog !

Best Blogger Theme/template download kaise kare to simple iske liye aapko bahut sarii website mil jaigaa google.com pe lekin aapko jo best responsive blogger templates/theme ki jo websites hai wo main is post me apko shi se pta chal jaiga uske bad aap ye templates aur theme ko kha kha se download karna hai wo sab pta chal jaiga.

Responsive blogger templates download kaise kare step by step
Responsive blogger templates download kaise kare step by step

App agar blog likhte hai to bhi aapko ek professional theme chaiye hoti hai jo aapko blogger.com pe custom domain me nhi milta woha pe aapko sirf simple hi theme milega.. aur agar app ye soch rhi hai ki adsence se approval lene ke liye to aako simple best responsive blogger templates chaiye hota hai jo vijitor jo accha lage taki vijitor aapki website pe bar bar aaye.

Aap agar koi website bhi chalte ho to bhi aapko ek best responsive theme chaiye hoga hai jo ki aapko custom me nhi milta to simple aako kha se download karna hai taki  aapko website ya blog dikhne me kafi sunder lage…

Responsive blogger templaes download karne ke liye !

To sabse pahale aapko jo best responsive template wali website ka name yaha niche hai is sabii website se aap apne blog ya website ke liye ekk accha se theme ya templates download kar sakte ho aur wo bhi bilkul free me aapko free ka matlab ki wo theme aap bilkul free mai use kar sakte ho lekin usme jo credit hoga wo us theme ke owner ka hoga,

Aur agar aap uska credit hatana chahte ho to wo nhi hatega agar aapne wo wala code ko hata diya to fir woha aapki website open hoti hii kise dusri webiste pe redirect ho jaiga jo us theme ka malik hai uski website pe aapki webstie redirect ho jaiga to aap simple jo credit hai woha pe aap sirf name change kar sakte ho agar aako thodi bahut coding aati ho to nhi to aap kisse code ko agar chadangee to aapka pura theme change ho sakta hai,

To simple apko credit hatana nhi hai kun ki bhai jiska aap theme use kar rhi ho agar wo aapko free me theme use karne de rha hai to aapko uska credit hatana nhi chaiye,

Responsive blogger templates download kaise kare step by step
Responsive blogger templates download kaise kare step by step

Aur agar aapko uska credit hatana hai to aap mujse contact kar sakte ho meri mail id pe jahaarrakhatoon@gmail.com ye meri mail id hai aap is pe direct mail bhej sakte ho agar aapko kise bhi free theme ka credit hatana hai to aur aapko koi bhi coding karna hoga apne blog ya website me to bhi aap direct contact kar sakte ho meri email id pe,

To simple maine niche kuch free theme download karne ki website diya hai aap simple yaha se be jijhak download kar sakte hai.

Responsive blogger template download websites !


To guys ye 4 website se aap apne liye free me best responsive theme download kar sakte ho aur aapko iss google adsence bhi jhaldi aapproval mil jaiga…To simple ye tha ki aapko theme download kha se karna hai aur isse next post me apko ye batunga ki aapko download kaise karna hai aur blogger me kaise set karna hai.

To guys agar aapko mere ye post Responsive blogger templates download kaise kare step by step accha laga to aap is post ko share kare aur post ki niche bell icon ko press karke allow kar de taki aani wali post ki notification aapko sabse pahale mil jaye aur aap apni gmail id se bhi subscribe kar sakte hai apko side bar me subscribe ka option mil jaiga ok thanks you.

Leave a Comment