dns server ko blogger me kaise set kare in hindi (domain name server or system) Delhi technical hindi blog !

dns server ko blogger me kaise set kare in hindi (domain name server or system)

Dns server ko kuch log “domain name system” bolte hai to kuch log “domain name server” bolte hai to simple aapko ek dono me  se kuch bhi bol sakte ho dono ka kam ek hi hai balki kam ek hi karta hai bas logo ne nam rakh diya hai to chaliye aaj dekhte hai ki free me domain ko dns server ke sath kaise set kare.

dns server ko blogger me kaise set kare
dns server ko blogger me kaise set kare

Dns server ko blogger me set kare !

Simple hum apne blogger.com pe se apne blog ko freenom.com website ke server se set karne ja rhi hai…uske liye aapko simple blogger.com pe jana hai aur woha pe aapko simple apne blog ka dashboard open karna hai fir aapko left side me setting ka option show hoga,

To aapko simple setting pe click karna hai fir aapko sabse pahale basic setting hi open hoga automatic to aapko basic setting me jaooge to aapko ye show hoga jo maine niche image diya hai aur isme aapko jaha pe aapke domain name likha hoga woha pe aapko “add third party domain” pe click karna hai..to aapko aisa show hoga no niche images diya hai.

dns server ko blogger me kaise set kare

To simple isme maine jis jis me click kiya hai wo sab setting aapko karna hai jaise pahale aapko sabse uper jo aapke domain name liya hai uska url dana hai jaise maine liya hai “www.delhiproduct.tk” to isko url settion me dalna hai fir aapko niche kuch setting diya hoga usko aapko apne freenom wali webstie pe dalna hai, To filal aapko url dalke save karoge to aapko ye page show hoga uske bad aapko jana hai freenom.com pe,

Freenom pe jane ke bad aapko simple aapko pahale apna domain name search karna hai aur dekhna hai ki aapko kon konsa domain mil rha hai to aapko jo maine niche image diya hai wasa hi show hoga…to isme maine apka domain name dala hai fir aapko domain name dalne ke bad aapko uske aage “check avaibility” pe click karna hai.

dns server ko blogger me kaise set kare

Jab aap “check availability” pe click karoge aapko aapke samne ek new page show hoga jisme aapko domain name ke liye kon konsa domain mil rha hai to jo maine niche image diya hai wasa show hoga.

dns server ko blogger me kaise set kare

To yaha pe mere website ke liye ye sab domain show hog rhi hai jo ki bilkul free hai to sabse pahale .tk hai fir uske niche .ml hai aur uske niche .ga hai to aapko ye sab domain name free milega uske aage dekho jaha maine tick lagaya hai woha ep free likha hai uske aage “get it now” pe click karna hai fir , jonsa aapko lena hai uske aage get it now pe click karna hai to aapko ek new page show hoga jo maine aakko niche image diya hai.

dns server ko blogger me kaise set kare

Fir jaise aapko get it now pe click karoge to wohi pe aapko “selected likha aa jaiga aur just uske uper “checkout” likha hoga to aapko check out pe click karna hai to aapko ek new page show hoga jo maine aapko niche images diya hai.

dns server ko blogger me kaise set kare

Fir deko aapke jo page show hoga woha pe left side me jaha pe tick laga hai woha pe aapko apka domain name show hoga aur right side me apko “period” likha hoga to aapko woha pe apna period select karna hai ki aapko free me kitne din ke liye chaiye to apko woha pe click karke select karna hai fir apako uske niche “continue” likha hai to aapko simple continue pe click karna hai to aapko ek new page show hga jo maine aapko niche diya hai.

dns server ko blogger me kaise set kare

To simple aapko aapke domain ke details diya hoga to aapko uske niche aapka emaild id dalne ke liye bolega agar aap pahale se is website pe register nhi hoga to pahale aapko yaha pe apnni puri details submit karna hai wohi simple details hoti hai jaise aapka name aapka address aapka mobile no ye sab uske bad aapka email id aur yaha pe bhi aapka email id dalna hai aur fir apki email id pe ye ek link bhejte hai aapko simple apna email open karna hai fir appko link pe click karke verify karna hai uske bad ye page show hoga jo maine niche image diya hai.

dns server ko blogger me kaise set kare

To simple apko ye page show hoga to sabse uer jaha pe maine tick laga hai woha pe “service” likha hai woha pe aapko click karna hai fir apako aisa show hoga to aapko “my domain” pe click karna hai fir apko ek new page show hoga jaha pe aapka domain name show hoga jo maine niche image diya hai.

dns server ko blogger me kaise set kare

Fir aapko yaha pe aisa show hoga to apako simple jaha pe maine tick lagaya hai woha pe click karna hai “manage domain” pe fir apako ek new page show hoga jo maine niche image diya hai.

dns server ko blogger me kaise set kare

Fir aapko jab ye page show hoga to apako jaha pe tick lagaya hai woha pe click karna hai “manage freenom dns” yaha pe click karte hi aapko ek new page show hoga to aapko simple jo maine niche image diya hai wasa show hoga.

dns server ko blogger me kaise set kare

To fir aapko jaha pe maine tick lagaya hai woha pe aapko click karna hai “more records” to apko more record pe lick karoge to aapke ek aur box show hoga to apako aise hi dubara more records pe click karna hai to apako yaha pe 6 more record pe lick karna hai to aapke pas aisa show hoga jo maine niche image diya hai.

dns server ko blogger me kaise set kare

Uske bad aapko jo maine tick lagaya hai woha pe “A” likha hai woha pe click karke “CNAME” ko select karna hai ye cname aapko sirf 2 box me select karna hai ek sabse uper aur dusra sabse niche aur fir aapko un dono box me ye dalna hai jo aapko blog ke setting me show ho raha hai jo aapne sabse pahale copy kiya hai jo maine niche image diya hai.

dns server ko blogger me kaise set kare

ye niche ki jo char tick laga hai ek sath jaha pe “www‘ likha hai uske aage ek likha hai “ghs.google.com” aur uske niche ek aur fir uske samne ek aur jaha pe maine tick laga hai wo 4 ko aapko ek ek copy karke paste karna hai free name ke jo aapko record banaya hai jisme aapko maine “cname” seclect karnae ke liye bola tha to un dono mai ye bharne ke bad niche jo box hai usme ye setting google ke dns server ko dalna hai jo ye hai.

dns server ko blogger me kaise set kare


Dns server code !


216.239.32.21
216.239.34.21
216.239.36.21
216.239.38.21

To ye dns server same hi hote hai google ka ok to aapko simpe wo charo box mai ye Domain name server dalna hai to apke fir last me ye sab dalna ke bad aapko save pe click karna hai fir apka save ho jaiga uske apko jaha pe blog ki setting jaha pe aapne setting copy kiya hai uske niche save option hoga woha pe bhi aapk save pe click karna hai jaise hi save pe click karoge to apka dns server blog ke sath set ho jaiga.

To guys agar aapko mere ye post dns server ko blogger me kaise set kare in hindi  accha laga to aap is post ko share kare aur post ki niche bell icon ko press karke allow kar de taki aani wali post ki notification aapko sabse pahale mil jaye aur aap apni gmail id se bhi subscribe kar sakte hai apko side bar me subscribe ka option mil jaiga ok thanks you.

Leave a Comment