You tube ke liye top 5 best android apps usefull android app for you tubers in hindi step by step 2019 | delhi technical hindi blog !

You tube ke liye top 5 best android apps usefull android app for you tubers in hindi step by step 2019 – To friends agar aap ek you tuber ho ya aap you tube apna carrer suru karne ke liye soch rhe ho to is post mai jo top 5 best android apps batane wala hun ye aapki liye ek dam usefull apps ho sakte hai.

You tube ke liye top 5 best android apps usefull android app for you tubers in hindi step by step 2019 | delhi technical hindi blog !
You tube ke liye top 5 best android apps usefull android app for you tubers in hindi step by step 2019

To dosto aap simple jo ye top 5 androids app hai inko aap use kar sakte ho aur ye aapko bahut accha result dengi kunki aap sab ko bhi pta hoga ki aaj ke time pe you tube se bahut se log har mahine lakho rupee kama rhe hai to agar aapke android use karte hai to in apps ko jarur install kare.

You tube ke liye top 5 best android app for you tubers

Jo bhi android apps ke bare me mai batane wala hun un sabhi android apps ko mai khud use karta hun aur bahut se bade bade you tubers in apps ko use karte hai apni content ko popular karne ke liye isliye agar aap ek you tubers ho to aapko bhi ye app ko appne smartphone mai install karna chaiye.

  • Creator studio 

To dosto sabse pahale app ye app khud you tubers ke liye you tube ne khud develop kiya hai isliye mai aapko bolunga ki agar aap laptop se sab kuch use karte ho lakin agar aap khi bahar ja rhe ho aur woha pe aapko apne you tube ke status janana hai to aapko ye app mai aap check kar sakte ho.

You tube ke liye top 5 best android apps usefull android app for you tubers in hindi step by step 2019 | delhi technical hindi blog !

Is app mai aap you tube ki sarii jankari check kar sakte ho jaise aapko agar aapne you tube ki video ka watch time dekhna hai to aap is app se dekh sakte ho agar view dekhna ho ya time counter ya aapko kuch edit karna hai jaise video ka tittle video ka thumnail to aap is app se aaram se kar sakte ho.

  • Thumbnail maker

To dosto aapki liye ye best app ho sakte hai kunki agar aapko apne channel grow karna hai ya you tube ki video ko trending mai lana hai uske liye aapke video ka thumbnail bahut jarurii hota hai agar aapka thumbnail bahut attracted hota hai to aapki video har koi open karke jarur dekhta hai.

You tube ke liye top 5 best android apps usefull android app for you tubers in hindi step by step 2019 | delhi technical hindi blog !

To dosto you tube work karne ke liye main thumbnail hi hota hai aur tittle to thumbnail ke liye aap thumbnail maker app ko download kar sakte ho aur aapko accha result milega agar aap attracted thumbnail banaooge to kunki agar thumbnail attracted hua to aapki video ko viral hone se koi nhi rok sakta hai.

  • Text animation maker

To dosto apne you tube channel ko ek professional channel banana chahate ho to aapka video ko start hone se pahale aapka channel ka intro aata hai usko aapko ek dam professional banana hoga isliye aapko text animation maker apps ko download karna hoga.

You tube ke liye top 5 best android apps usefull android app for you tubers in hindi step by step 2019 | delhi technical hindi blog !

Kunki is app mai aapko bas aapka channel ka bare mai text dalna hota hai aur ye automatic text ko animation video mai convert karke aapko ek choti se video clip de dega jisko aap apne you tube ke video mai use kar sakte ho aur aap chahate to is app se aapko kuch alag alag bhi kar sakte ho.

  • Buffer

To dosto agar aapko apne video ko kam time mai parmote aur viral karna hai to aapko apne video ko publish karne ke bad aapko turant social media pe share karna hota hai jitne bhi social media platform hoti hai un sabse pe aapko ek ek karke share karna hota hai.

You tube ke liye top 5 best android apps usefull android app for you tubers in hindi step by step 2019 | delhi technical hindi blog !

Agar aap social media mai ek ek karke share karoge to aapko time bahut jada lag jayega isliye aapko ek app ko download karna hai jiska nam buffer hai isse app se aap ek bar mai bahut se social media platform mai ek sath share kar sakte ho jisse aapko video ko viral hone mai bahut help karega.

  • Tag you 

To dosto ye app aapko apke video ko viral karne keliye bol sakte ho ya aapke video ka seo bahut sehi kar dega kunki is app se aap apne video mai jo bhi tag dalte ho usse hone wali search mai aapki video share hone lagte hai.

You tube ke liye top 5 best android apps usefull android app for you tubers in hindi step by step 2019 | delhi technical hindi blog !

Jaise aap kisse bhi you tubers ki video ko dekh kar aap unki video ka jo tag hai unko hisab se aap matching tag apne video mai dal sakte ho jo aapke video ka tittle hai uske hisab se to isse aapka video ka seo shi ho jayega aur aapki video viral hone ak chance jada ho jata hai.

Conclusion

To dosto maine aapko is post mai You tube ke liye top 5 best android apps usefull android app for you tubers in hindi step by step 2019 full details mai bta diya hai agar aapko koi bhi dikat aati hai to comment secttion mai comment kare aur agar ye post aapko accha laga to is post ko share jarur kare.


Leave a Comment