Automatic Affiliate (Viglink) Link se Website par paisa kamaye in hindi step by step | delhi technical hindi blog !

Automatic Affiliate (Viglink) Link se Website par paisa kamaye in hindi step by step – To dosto agar aapke pas ek blog hai ya aapke pas ek website hai to aapke liye ye post hai agar aap kunki isme mai aapko Automatic Affiliate (Viglink) Link se Website par paisa kamaye in hindi step by step ke bare mai full details mai batane wala hun jisse aapki earning jo hai wo double hone wali hai.

Automatic Affiliate (Viglink) Link se Website par paisa kamaye in hindi step by step | delhi technical hindi blog !
Automatic Affiliate (Viglink) Link se Website par paisa kamaye in hindi step by step 

Automatic affiliate earning matlab ki aapke website ya blog pe link ke throw koi bhi saman kharine wala hai uska commission aapko milega to jaise aap affiliate marketing karte hai wase hi aapko isme link lagana hota hai jaise aapne kisse product ke link dal diya hai aur us link pe koi bhi click karta hai aur woha se koi bhi product ko buy karta hai to uska commission aapko milta hai usko affiliate marketing bolte hai.

Wase viglink aapki website me lagane ke bad aapki website pe koi bhi aata hai to aapke website kuch bhi product show hota hai jisee agar click hota hai ya koi bhi woha se kuch bhi product purchase karta hai to uska commision aapko milta hai.

loading…

Automatic affiliate viglink se paise kaise kamaye 

Dosto automatic affiliate viglink se paise kamanae ke liye aapko sabse pahale aapko usko sign up karna hai sign up karnke ke liye aapko aapko ek email id lagega aur kuch normal information aur password fir uske bad aap sign up kar sakte ho uske bad aapki diye hui email pe ek conformation email show hoga jisko aapko verify karna hai.

Uake liye aapko aapna gmail acount ko open karna hai fir woha pe viglink se ek email aaya hoga woha pe aapko ek link hoga aur aapko us link pe click karna hai aur jaise hi aap link pe click karoge to aapka email verify ho jayega.

uske bad aapko viglink ka dashboard show hoga jaha pe aapko apne website ya blog ka bare me kuch information dalna hota hai jaise aapka blog ha ya koi blog uske bad aapka blog kis platform kispe hai jaie blogger ya wordpress ya joomla uske bad aapko apne blog ki category dalna hai uske bad aapko apne website ka link dalna hai aur fir aapko ek link milega jo aapko apne blog ka html secttion mai dalna hoga hai.

aapko jo link milega usko aapko apne blog mai jana hai aur woha pe aapko theme secttion mai jana hai aur woha pe aapko html secttion mai jana hai aur woha pe aapko bahut sara code show hoga to woha pe aapko ctrl F ko dabana hai uske bad aapko ek search box show hoga aur woha pe aapko </body> ye type karna hai aur enter marna hai uske bad aapko code mai ye show hoga to jaha pe aapko </body> ye show hoga usko uper aapko wo code ko dalna hai jo code aapko viglink se milega hoga.

Fir aapko code ko dalne ke bad aapko save karna hai aur save ho jayega uske bad aapko viglink mai aana hai aur woha pe aapko aap alag alag code bhi generate ho sakte ho usse pahale aapko viglink ka approval milega fir aapka website ya blog pe link pe product show hoga aur fir aapki earning hogi.

Viglink ke sath aap adsence ads ko use kar sakte ho koi dikat nhi aane wali, ye seo friendly hota hai uske bad aapko isme payment aapko paypal ke throw milta hai agar aapki viglink accont mai minimum 10 dollar ho jata hai to aapko payment har mahine ke last date mai bhej dete hai agar apke pas viglink me 10 dollar se jada ho.

Conclusion

To dosto maine aapko is post mai Automatic Affiliate (Viglink) Link se Website par paisa kamaye in hindi step by step | delhi technical hindi blog ! full details mai bta diya hai agar aapko koi bhi dikat aati hai to comment secttion mai comment kare aue ye post aapko accha laga to share jarur kare.


Leave a Comment