What is domain name in hindi full details | domain name kya hai in hindi step by step | delhi technical hindi blog !

What is domain name in hindi full details | domain name kya hai in hindi step by step – To dosto aapka fir se suwagat hai humare blog mai jiska nam delhi technical hindi blog hai to finally aapko aaj mai domain name ke bare mai full details mai bataunga domain name kya hota hai, domain name kun use hota hai.

What is domain name in hindi full details | domain name kya hai in hindi step by step | delhi technical hindi blog !
What is domain name in hindi full details | domain name kya hai in hindi step by step

Agar aap online work karte hai to sayed aapko pta hoga ki domain name kya hota hai aur agar aapko nhi pta to aapko is post ko pura read karna hoga kunki agar koi bhi user online work kar rha hai to usko online mai domain ke bare mai bahut pahale pta lagana hoga.

What is domain name in hindi (domain name kya hai)

To dosto agar aapne google pe bahut se chije search kari hogi to jo website aap open karte ho uska link mai jo name hota hai usko domain name bolte hai jaise ek website ka name hai www.questionandanswer.tech ye hai to isme se aap www. ko hata do uske bad aapki bad questionandandswer.tech bach gya fir aapko isme se .tech bhi nikal do.

Uske bad aapki pas bas ye baccha hai questionandanswer to ye jo name hota hai isko domain name bolte hai aur yahi aapka main keyword hota hai website ka matlab main keyword domain name.

Uske bad aapka jo last mai tha .tech to isko domain name ka extension bolte hai aur extension aise hote hai jaise .com, .in, .net, .info, .tech, .online to aise bahut se alag alag domain extension hota hai jisko use karke ek url banta hai aur us url pe aapki website host hoti hai.

Agar aap google ke url search bar mai www.delhiproduct.info ye website ka link dal ke doge to aapki samne puri website open ho jayega to aise hi work karta hai domain name aur domain extension.

Simple domain name aapka website ka url name hota hai aur uska extension hota hai .com .in .co.in .info ye sab to finally aapko pta chal gya hoga ki domain name kisko bolte hai.

Why use domain name in hindi (domain name kun use karte hai)

To dosto aapko ye pta chal gya hai ki domain name kya hota hai ab next kya hota hai domain name to simple jaise hum kisse website ka url link dekhte hai to wo website us url se open hoti hai matlab ki wo website chal rhi hai us domain name se.

Simple dosto domain name ko hum apni website ko chalane ke liye use karte hai agar domain name nhi hai to humari website ka koi namko nisan nhi hai matlab ki domain name ko hum apni website ko show karate hai google pe search karne ke liye ya bol sakte ho show karane ke liye.

Apne website ko run karke ke liye domain name ka use hota hai agar domain name nhi hoga to websites nhi hongi.

Conclusion

To dosto finally aapko is post mai maine What is domain name in hindi full details | domain name kya hai in hindi step by step | delhi technical hindi blog ! full guide kar diya hai agar aapko koi dikat aati hai to comment secttion mai comment kare aur ye post accha laga to isko share jarur kare.


Leave a Comment