What is web hosting and why use it in hindi step by step full guide | delhi technical hindi blog !

What is web hosting and why use it in hindi step by step full guide – To dosto agar aap online mai work karte ho to aapko sayed pta hoga ki web hosting kya hota hai aur web hosting ko kun use karte hai agar aapko nhi pta to is post ko pura read karo suru se end tak.

What is web hosting and why use it in hindi step by step full guide | delhi technical hindi blog !
What is web hosting and why use it in hindi step by step full guide

Wase aap agar apni website run kar rhe ho to aapko pta hoga ki web hosting kya hota hai to finally aapko mai is post mai web hosting se related puri information dene wala hun.

What is web hosting and why use it in hindi step by step full guide

To dosto jaise hum khi pe bhi rent pe house lekar rehate hai to humko woha pe har mahine makan malik ko us house ka rent dene hota hai wase hi agar aap website ko run karte ho to aapko us website ko rakhne ke liye ek ghar chaiye jisko hum web hosting bolte hai.

Aur har mahine web hosting ka rent humko uske malik ko dena hota hai to agar aapko apni website ko google se show karna hota hai to aapko woha pe web hosting ki jarurat padagi agar aapke pas web hosting nhi hai to aapki website kha pe host hogi isliye humko apni website ke liye hosting chaiye.

Uske bad aapko web hosting ke trah ke space hota hai jise sirf aapki website host hoti hai agar wo space hi nhi hoga to aapki website kha pe host karagii.

Aur agar aapki website kisse bhi space pe host nhi karagii to google pe koi search karega to aapki website show nhi hogi kunki space mai nhi hai aapki website.

Isliye aapko hosting space chaiye hoti hai taki aap apni website ko host kar sakto aur bahut se log google duwara aapki website ko use kar sake.

Conclusion

To dosto aaj maine aapko is post mai What is web hosting and why use it in hindi step by step full guide full details mai bta diya hai agar aapko koi dikat aati hai to comment secttion mai comment kare aur ye post aapko accha laga to isko share jarur kare.


Leave a Comment