Top 5 Reasons why Bloggers Fails in hindi Step by step ! Delhi technical hindi blog !

Top 5 Reasons why Bloggers Fails in hindi Step by step – Aaj ke time pe bahut se log Internet se paise kamana chahate hai aur bahut se new blogger daily aate hai aur fir kuch dino mai blogging chod deti hai kun iske bahut se reasons hai but mai aapko top 5 reasons bataunga ki bahut se blogger apne blogging filds me fail kun ho jaite hai.

Top 5 Reasons why Bloggers Fails in hindi Step by step
Top 5 Reasons why Bloggers Fails in hindi Step by step 

Bahut se blogger ka ek hi task hota hai ki wo blogging se jhaldi paisa kamana par agar aap blogging sirf paise ke liye banate ho to aap jarur fail ho jaooge, Wase bahut se blogger daily bahut sara paisa kamate hai aur unko hi dekh kar new blogger aaate hai aur fir kuch dino mai wapic chale jate hai.

Wase aap agar blogging karna chahate hai to aapko thodi bahut technical knowledge hona chaiye aur agar nhi hai to bhi aap online sikh sakte ho jaise aap you tube pe aise bahut se tutorials mil jayega blogger ki tutorials ka to simple aap you tube ki tutorials video ko dekh ke accha khasa paisa kama sakte ho.

Agar aap blogging karte ho to aapko kisse topic pe acchi knowledge hona chaiye jaise man lo aapka favroit kya hai uske hisab se aap likh sakte ho jaise aapko cricket ke bare me accha lagata hai to aap cricket ke bare me accha content likh sakte ho.

Top 5 Reasons why Bloggers Fails in hindi Step by step

Sabse pahale to aapko mai bta du ki bahut se blogger apne life me fail kun ho jate hai to simple mai aapko bta du ki aise bahut se topic hai to simple aapko pahale jo bhi blogger aate hai wo to accha content likh ke apne blog ko google pe rank kara liya aur ab shi se post dalke accha se rank kara lete hai lakin jo newly blogger aate hai to simple unko google seo ke bare me shi se knowledge nhi hota hai.

Seo ke bare me aapko jitne bhi knowledge mil jaiye lakin aapko wo knowledge puri nhi hogi to simple aapko jo abhi trending me seo topic chal rha hai aapko uspe kam karna chaiye jaise ki abhi aapko backlinks banaa hota hai fir uske bad aapko seo ke liye keywords ke pehchan karna hota hai.

Seo hone ke bad bhi aapko bahut sara trending topic dekhna hota hai taki aapka post trending topic pe ho to aapka post jhaldi se viral ho sakta hai aur aapke liye ek hi post ko trending me jarne ke bad apko baclinks bahut sara mil jata hai aur seo bhi shi se ho jata hai.


Sabse pahale aapko apni website ka on page seo karna hota hai aur fir off page seo karna hota hai kunii jab tak aap apni website ka hi seo nhi karoge tab tak aapke website pe traffic aayega hi nhi to simple aapko pahale apni website ka full seo karna hai jisko on page seo bolte hai.

Jab aap seo kar loge to uske bad aapko jo bhi post likhte ho us post ko aapko social media me jarur share karna hai kunki ek social media hi hai jo aapko backlinks deta hai jab tak aapki website google pe search nhi hoti to google pe rank hone ke liye pahale aapko social media se backlinks bana hota hai aur aapko bad me bahut se backlinks banana hota hai.

Conclusion 

To simple maine aapko ye post Top 5 Reasons why Bloggers Fails in hindi Step by step ! Delhi technical hindi blog ! me aapko jo bhi point bataya hai aapko ye sare point ko dhyaan me rakhkar step by step follow karna hai tabhi aap ek pass blogger ban paooge.

Aur agar ye post aapko accha laga to app is post ko apne dosto ke sath bhi jarur share karoo aur niche bell icon ko press karke continue and allow kar do taki aane wali har latest post ki jankari aapko sabse pahale mil jaiye.

Leave a Comment