LTE ko VoLTE me kaise change kare apne phone me in hindi step by step 4g | delhi technical hindi blog !

LTE ko VoLTE me kaise change kare apne phone me in hindi step by step 4g | delhi technical hindi blog ! To dosto agar aap jio sim use karte hai to aapko LTE aur VoLTE ki bahut problem aati hogi, to simple aapke pas 4g phone hai to bas aap usme internet hi use kar pate honge lakin aap usme call nhi kar pate honge to aapko ye dikat aati hogi to simple mai aapko iska problem solved kar ke bataunga.

LTE ko VoLTE me kaise change kare apne phone me in hindi step by step 4g | delhi technical hindi blog !
LTE ko VoLTE me kaise change kare apne phone me in hindi step by step 4g

VoLTE ka full form Voice over Long Term Evaluation to simple aapko call karne ke liye LTE ki jarurat hoti hai lakin jio sim me aapko VoLTE me convert karna padta hai agar apka phone support karta hai to shi hai nhi to aapko apna phone me VoLTE karna hota hai.


LTE ko VoLTE me kaise change kare apne phone me in hindi step by step 4g

To dosto agar apka phone LTE se VoLTE me support karta hai to shi hai agar nhi karta hai to jio walo ne khud is ka use karke ek app nikala hai jiska nam Jio4gVoice hai to simple aapko ek app ko download karna hai jiska nam Jio4gVioce hai ye app aapko play store pe mil jaiga.
Jab download hone ke bad aapko simple start karna hai fir usko aapko kuch simple setting hoti hai wo karne me fir apko app VoLTE me support karne lagega fir aap apne jio4gvoice app ko call karoge to use karoge aur aapko koi dikat nhi aati hai mai khud ye app bahut dino se use kar rha hun bahut accha app hai aur isme aapko koi dikat nhi aayegi.
Agar aap apne phone me 2 sim use kar rhi ho to aapko simple apne phone ki setting me jana hai fir aapko woha pe calling setting me jana hai uske bad aapko woha pe aapko 3 option milega jaise 1. sim1, 2. sim2, 3. ask always to simple aapko 3rd option pe click karna hai jaise always ask pe click karne ke bad save karna hoga.


Bas uske bad aap apne Calling wali problem ko shi se solve kar sakte ho aur aapko koi dikat nhi aane wali ye app me aur bhi features hai jaise aapko msg bhi isse me show hoga aur jio4g voice ke contact number bhi isse mai show hoga.
Conclusion
To dosto maine aapko aap is post LTE ko VoLTE me kaise change kare apne phone me in hindi step by step 4g | delhi technical hindi blog ! me aapko LTE ko VoLTE me convert karna sikha diya to agar aapko koi bhi dikat aati hai to aap hume comment settion me comment jarur kare aur agar aapko ye post accha laga to is post ko apne dosto tak jarur share kare.


Aur niche diye bell icon ko press karke continue and allow kar do taki aane wale har latest post ki notification aapko sabse pahale mil jaiye.

Leave a Comment