Top 5 Best Free SEO Tools – GET #1 Rank in Google 2018 ! Delhi Technical Hindi Blog !

Top 5 Best Free SEO tools – Agar blog banate hai to humare dimag me ek hi chij chalti hai wo hai Traffic ki aur fir hum kya karte hai ki post likte hai but seo nhi karte hai to traffic aane ka koi jariya hi nhi hai agar aap seo nhi karoge to aapke blog me traffic nhi aayega aur bina traffic ke bina blog chalana bekar hai, agar aap ek professional blogger banna chahate hai to aapko seo ko shi se padna hoga tabhi aap ek acche blogger ban paooge.

Top 5 Best Free SEO Tools - GET #1 Rank in Google 2018 ! Delhi Technical Hindi Blog !
Top 5 Best Free SEO Tools – GET #1 Rank in Google 2018 !

Agar aap apne blog ke liye acchi mehnet karte hai to aap ek acchi or professional blogger ban sakte ho SEO karne ke tip and tools bahut sare hoti hai jinko aap shi se use karke google me apna post ko acche se rank kara sakte ho, Jab bhi aap post likhte ho to aapko kaise pta chalega ki seo thik se ho rha hai ki nhi par aapko tension lene ke koi jarurat nhi hai mai aapko Top 5 best free SEO tools bataunga jissko use karke aapka post google pe rank 1 pe aa jaiga aur har blogger ko in tools ko use karna chaiye ye tools bahut benificiall hoti hai.

Top 5 Best Free SEO Tools – GET #1 Rank in Google 2018 !

1. Sitemap – Sitemap iska kam google search engine or other jitne bhi search engine hai unko aapke blog ke post ki sari jankari deta hai, Ye tools aapke blog ke liye bahut important hai, isko use karne ke liye sitemap me ek xml file ka code hota hai usko dal ke submit karna hota hai jisee apka sare blog post ke information google search Engine ko de sake aur baki jitne bhi search engine hai unko deta hai taki google pe koi bhi aapke post ke related search kare to aapka post show ho to ye sitemap aapke blog ke liye bahut jada benificially hai.

2. Google Trends – Google trends ek website hai jo khud google compnay ki hai jaha pe aapko trending kya chal rha hai wo sab aapko is website me mil jaiga jo bhi trending chal rha hai wo sab is automatic fetch hota hai to aap google trends website ko use karke apne blog ke liye trending topic dhund sakte ho jisse apke blog pe traffic jada aaye yaha pe aapko daily, weekly, monthly, yearly trending topic kya chal rha hai wo sab aapko mil jaiga to isko aapko jarur use karna chaiye.


3. Keyword Planner – keyword planner ye aapko adword website me milta hai use karne ke liye ye bhi google ka hi keyword planner hai iska use karke hum apne blog ke post ke liye keyword ka dhund sakte hai matlab ye samaj lo ki apne post ke liye best keyword nikalte hai jo ki aapko accha traffic ke liye bahut important hai is ka free me ye benefit ye hai ki hum free me keyword plan kar sakte hai agar aap is tool ka use karte ho to aapka google pe ranking me bahut help milegaii.

4. Backlinks Checker – Backlink matlab ki aapke website google pe sabse uper to aapko apne blog post ke liye bahut sare backlinks banane hote hai jo aapke blog post ko google me rank hone ke liye aur google pe sabse uper aane ke liye bahut important hota hai, Backlink hum kisse dusre website me same post me apne post ka link dalte hai aur thoda bahut description dete hai taki us website pe humari bhi website show ho taki google ka crawler check kare to usme humari website show ho to humare website ko hi ek backlink mil jata hai backlink bhi 2 types ke hote hai baclink ke bare me jada jane ke liye mere post me backlink wali post ko pura pade to jada shi se samaj aa jaiga.

5. Robot.txt – Robot.txt ek file hota hai jisko hum apne website ye blog me rakhte hai ye robot.txt khud google search engine ko follow karta hai, Aur is robot.txt ka main kam google search engine ko batana hota hai ki konsa post ko google pe search hona hai aur konsa google pe search nhi karana to simple ye samaj lo google ko aapke post ko pad ke ye btata hai ki ye post ko search ho ya nhi.


Conclusion – ye jo maine Top 5 best free SEO tools bataya hai ye sare ekdam free tools hai jinko aap use karoge to aapka ek paise bhi nhi lagega aur inko use karna jaruri hota hai ek blogger ke liye to agar koi bhi sawal ho ya koi bhi sujaw ho to comment me jarur bataye aur is post ko apne dosto tak jarur share kare taki aise knowledge sabke pass pahuche aur is website pe bell icon ko press kar le taki aane wali har latest post ki notification sabse pahale aapko aapke mobile me mil jaiye.

Leave a Comment