Top 5 best search engine list in the world | SEO – search engine optimization in hindi | delhi technical hindi blog !

Top 5 most best search engine list in the world in hindi, SEO agar aap blogging karte ho to aapke liye Search engine optimization matlab ki SEO karna bahut jaruri hota hai, Wase search engine me kuch bhi search karne ke liye hum google pe keyword search aur location search karte hai, to hume information show hota hai

Top 5 best search engine list in the world | SEO - search engine optimization in hindi | delhi technical hindi blog !
Top 5 best search engine list in the world | SEO – search engine optimization in hindi


Wase Search engine to bahut se hai lekin unme se jo best or popular hai wo google search engine hai lekin google to hai hi iske alawa bahut se search engine hai but mainly hum log india me sare log google search engine ko hi use karte hai per agar aap blogging ke field me ho to aapke liye acche acche search engine pe kam karna jaruri hota hai.

Agar aap Google ke alawa aur baki ke search engine ko use karte hai to aapke blog ya website pe aane wali traffic ke matra bahut hogi is liye bahut se blogger google ke alawa aise search engine ko use karte hai jo google se thoda bahut competation me kam ho to simple aapko is post me google ke alawa jo bhi best aur popular search engine hai jo puri world se bahut use hota hai wo is post ko ek ek karke aapko bataunga.

Top 5 best search engine list in the world | SEO – search engine optimization in hindi 

  • Google – Google khahoo to no #1 mante hai wase agar google ki alexa ranking ka bat kare to no india aur us jaise location me alexa ranking no #1 pe hai, Google ko kon nhi janta pure world me sabse jada use hone wala search engine mana jata hai lagbhag “72%” To simple aapko apne blog ya website ko google ke search engine optimization karna chaiye taki aapke blog/website pe traffic accha aaye.
  • Bing – Bing ye microsoft company ka hai jo ki google se niche hai aur iske alexa ranking ke bat kare to alexa me bing ki global rank 43 pe hai aur aisa nhi hai ki ye popular nhi hai popular hai but google ke niche hai isme lagbhag “8%” user bing search engine ko use karte hai agar google ke alawa aap bing me apne blog ko optimization karange to aapko accha response mil jaiga.


  • Baidu – Baidu bole to ek china compnay ka search engine hai jo chaine me bahut use hota hai agar alexa me baidu ke ranking check kare to no 4 pe hai aur agar hum alexa ranking chine me kare no 1 pe hai ye search engine january sun 2000 me start hui thi, aur world me isko kam se kam “14.34%” user is search engine ko chalate hai isme bhi aapko ek accha response mil sakta hai.
  • Yahoo – yahoo search engine same hai jaise bing hai yahoo ki jo email service hai wo bhi bahut popular hai aur yahoo me puri world me lagbhag “5%” user yahoo ko use karte hai agar bing me aap apne website ya blog ko submit karooge to yahoo me bhi karna shi rahega kunki bing aur yahoo ek jaise agar aap bing me kuch search karte hai aur wo result yahoo me hai to bing me automatic show ho jaiga to aap yahoo aur bing me ek sath optimization kariyee.
  • Ask – Ash search engine ka janm 1995 me hua hai jo pahale to iska nam ash jeeves tha fir simple ask ke nam se ho gya ask ko lagbhag puri world me “1%” se bhi kam use karte hai lagbhag “0.5%” aur alexa me isko global ranking 126 hai. To simple aap is search engine me apne blog ya website ko optimization kar sakte ho aaccha to nhi but hai thoda bahut traffic jarur mil jaiga.

Conclusion 

Maine aaj ke postTop 5 best search engine list in the world | SEO – search engine optimization in hindi | delhi technical hindi blog ! me aapko ye clear kar diya ki top 5 best search engine kon kon se hai aur jisme aapko jada kam karna hai wo google hai lekin agar aapko apni website ya blog ko jada popular karna hai to apako ye 5 search engine ko use karna hoga, Agar aapko ye post accha laga to isko apne dosto tak jarur share kare taki aise knowledge apke dosto tak bhi pahuche aur niche ek bell icon ko daba ke continue aur allow kar do taki aane wali har latest post ke notification aapko sabse pahale mil jaiye.


Leave a Comment