Top 10 best Blogging Platforms in 2018 in hindi ! Delhi technical hindi blog !

Top 10 best Blogging Platforms in 2018 in hindi ! 

Top 10 best Blogging Platforms ke bare me aaj is post me milega aapko to simple aap agar blogging karte hai to aapko sirf ek ya jada se jada do blogging platfroms ke bare me pta hoga but is video me apko top 10 blogging platforms ke bare me pta chalega aur unke kuch niyam ke bare me to simple aapko is post ko pura padna hai taki aapko jada se jada pta chal sake.

Top 10 best Blogging Platforms in 2018 in hindi !
Top 10 best Blogging Platforms in 2018 in hindi !

In sari website pe apko blogging bhi kar sakte ho aur kise dusri website ko aaram se host kar sakte ho to simple jo maine niche website diya hai unki bare me ek ek karke vistar me batunga.

Top 10 Blogging platforms !

  1. WordPress.org
  2. WordPress.com
  3. Blogger
  4. Joomla
  5. Wix
  6. Ghost
  7. Tumblr
  8. Medium
  9. Squarespace
  10. Weebly

  1. Platforms ke bare me !

1. WordPress.org – ye samaj lo ki wordpress duniya ka sabse jada chalne wala aur sabse jada logpriya software hai jo sabse jada use hota hai blogging ke liye aur wordpress.org ek open source software platform hai jo ki aapko blogging aur website ko banane ke anumatii deta hai,
WordPress.org ke website ko aap har ek tarike se aapko usko change karna sakte ho aur isme apko sare trah ke search engine optimatization karne ke liye plugin hai jo ki aapke blog ya website ko traffic lane me jada se jada help karta hai,
WordPress.org ke pass hajarooo premium website aur blog theme uplabd hai jo ki aapko sarii duniya me jo bloggers hai un sabse alag dikne me help karegii.
2. WordPress.com – ye ek blog hosting ke liye sewa hai jo “matt Mullenweg nam” ke is insan ne ye company suru karii thii ye samaj lo ki wordpress jo hai wo ek free me hosting deti hai bad aapko ek domain kharidna hota hai aur agar aap kuch preminum pakage kharina chahte ho to aapko wo bhi kharid ke wordpress.com pe add karke apni blog ya website ko use kar sakte ho,
WordPress.com pe aapko koi setup karne ki koi jarurat nhi hai aur aapko is software ko use karne me koi dikat wali bat nhi aane wali kunki ye software aisa hai ki agar aapko kuch din isko use karte hai to aapko iske annder jo bhi chije hai wo sab ek ek karke aapko pta chal jaiga,
Pr is me ek chij nhi hai agar aap cha rhi hai ki aap wordpress.com pe free me hosting lekr aap isme google adsence ke ads lagane ki to aap nhi laga sakte aur aagar aapko wordpress.com ki website ki policy ke khilaff kam karte ho to aapko jo account hai usko wo terminated kar deta hai.
3. Blogger – blogging ke free blog hosting sewa hai jo free me apna blog bana ke chal sakte ho aur isme aapko domain me subdomain free me mil jata hai isko 2003 me google company ke duwara nikala gya tha ki isse log free me aur bahut aasani se apne blog ko use kar pate hai,
Blogger ek dam free hai aur isko aap bina kise technical jankari ki bhi use kar sakte hai ye itna aasana hai isme bahut kuch apko advantage bhi milega jaise aapko security ke liye apko google robot milta hai jo aap use kar sakte ho aur bahut aasani se aapko jada mehnet bhi nhi karnii padagii,
Top 10 best Blogging Platforms in 2018 in hindi !
Top 10 best Blogging Platforms in 2018 in hindi !
Blogger ke annder aako kuch basic tool milte hai jinko aap aasani se use kar sakte ho but jaise jaise aap professional hone lagte ho to app usme koi aur tool add nhi kar sakte aapko jo tools mile hai aapko wohi use karna hota hai aur isme themes bhi simple aur basic hai jo aapko jada akarset nhi karte halaki apako custom theme purchase karke upload kar sakte ho.
4. Joomla –  Joomla ek open source content software hai jaisa wordpress.org hai ye sama lo ki agar aapko joomla pe apni blog ya apni website ko chalana hai to aapko domain name aur web hosting lena jarurii hai tabhi aap joomla me apni website use kar sakte ho jaisa aapko wordpress.org me hai,
Joomla jo hai wo bahut jada powerfull aur flexiable hai jo ki aapko kisse trah ki website ya kise trah ki blog ko banane ke liye use hota hai aap apne website ya blog me theme ko lagane ke liye ya ha pe bahut sare theme available hai jo ki aapko ek accha sa responsive theme deti hai,
joomla ki jo community hai wo wordpress ke community se bahut choti hai joomla halakii free hai but aapko isme apne website ya blog ko chalne ke liye aapko lagbhag 15$ ke kharcha pure sall me karna hota hai kunki aapko domain name aur web hosting lena hota hai.
5. Wix – Wix ek website banane ke liye hosted platforms hai Isme aapko drag and drop karke aapni website ko banan hotahai jo ki bahut aasan hai aur ispe aap koi bhi website ya koi bhi blog ko add kar sakte ho aur use kar sakte hoo,
Isme aap apni website banane ke liye sirf drag and drop karna hota hai aapko koi coding knowledge ya koi technical skill ki koi jarurt nhi hoti isme aapko dozzen of theme use kar sakte ho aur apne hisab se drag and drop karke website ya blog ko  customize kar sakte ho,
Wix ek free software hai jo ki aapko free me use kar sakte ho but apko usme subdomain milta hai jaise aapki koi website hai jaise man lo delhiproduct.info hota hai lekin aapko woha pe ye milega delhiproduct.wix.com aisa domain aapko use karne ko milega wo bhi free me.
6. Ghost – Ghost ek chota sa software hai jisme aap simit blogging kar sakte ho matlab ye samaj lo ki aapko isme bas blog website ko use kar sakte ho jaise aapko koi bloging karna hai aur wo bhi apne liye ya bilkul chota sa to apko ghost ko use kar sakte ho.
7. Tumblr – Tumblr ek blogging se thoda alag hai jaise aapko social media ko jada chalate ho to wasa hi aapko micro blogging ke tra samaj lo jo ki blogging to hai but bahut kam aapko micrblogging ke liye is software ko use kar sakte ho,
Tumblr ek bilkul aasan software hai jisko koi bhi bina technical skill ke chala sakta ha aur isme ek social media ka alag se component hai jismo aap aasani se use kar sakte ho.
Top 10 best Blogging Platforms in 2018 in hindi !
Top 10 best Blogging Platforms in 2018 in hindi !
8. medium – ek aisa platform jo ki 2012 me chalu kiya gya aur wo bhi writers ke liye aur jo journlist and experts ke liye jime aapko social media ki bahut kam commponent milte hai isme isko chalane ke liye aapko koi coding skill ki koi jarurat nhi hai.
9. Squarespace – Squarespace ek drag and drop software hai jo ki aap drag and drop karke ek sunder se website ko yaha se bana sakte hai ye platforms ek choti bussiness man in website pe jada kam karet hai aur isse unka munafffa bhi nikal lete hai.
10. Weebly – Weebly ek aasan software hai jo ki aapko drag and drop karke apni website ko aasani se sunder website ko bana sakte ho isme aap apni website ko aasan se host kar sakte ho aur isme jada nhi kuch limited feature hai jo aapko dekhno ko milte hai.

To guys agar aapko mere ye post Top 10 best Blogging Platforms in 2018 in hindi ! accha laga to aap is post ko share kare aur post ki niche bell icon ko press karke allow kar de taki aani wali post ki notification aapko sabse pahale mil jaye aur aap apni gmail id se bhi subscribe kar sakte hai apko side bar me subscribe ka option mil jaiga ok thanks you.

Leave a Comment