How to Start Blogging in hindi | blogging start kaise kare hindi me puri jankari step by step | delhi technical hindi blog !

How to Start Blogging in hindi | blogging start kaise kare hindi me puri jankari step by step – To finally dosto aaj ke time pe online work har koi karna chah rha hai aur har koi blogging start karne ke soch rhe hai kunki blogging bahut aasan hai sirf aapko thoda bahut knowledge lene hota hai.

How to Start Blogging in hindi | blogging start kaise kare hindi me puri jankari step by step | delhi technical hindi blog !
How to Start Blogging in hindi | blogging start kaise kare hindi me puri jankari

To jaise seo ki thodi bahut knowledge chaiye hoti hai aur aap blogging start kar sakte ho par abhi ke time pe jo new log hai unko shi se nhi malum hai ki blogging start kaise karte hai kaha se karte hai konsa platforms hai suru karne ke liye.

To finally un logo ke liye aaj mai pure jankari dene wala hun ki how to start blogging in hindi 2019 to is post ko suru se end tak read karo aapko puri jankari mil jayega.

How to start blogging tips in hindi 2019

To dosto pahale blog banane ke liye bahut se platforms hai jinpe aap apne blog ko run kar sakte ho jaise blogger.com, wordpress.org, wordpress.com, joomla.com aise bahut se platforms hai jo aapko free aur paid dono mai apna blog ko banana ke liye dete hai.

To abhi tak ka most powerful aur popular platforms blogger.com or wordpress.org hai to aapko decide karna hai aapko kis platforms pe apna blog open karna hai blogger pe ya wordpress pe.

Dosto uske bad aapko apna ek blog name choose karna hota hai koi bhi name ho sakta hai jis topic ke uper aap apna knowledge share karna chahte ho uske uper aap apna blog ka name rakh sakte ho.

jaise mere blog ka nam delhi technical hindi blog hai to aise hi aap apne blog ka nam rakh sakte ho jo aapka man kare aur jis niche ke uper aap work karoge uske hisab se.

Uske bad aapko ek hosting aur ek domain name lene hota hai dosto hosting wo hoti hai jaha pe aapka blog ka jitna bhi space hai wo stay karega usko hosting bolte hai aur domain name wo hota hai jo aapka blog ka url hoga jaise www.delhiproduct.info to ye to mera blog ka domain name hai aise hi aap le sakte ho kise bhi nam se.

Uske bad aapko hosting aur domain name lene ke bad aapko apne blog ke liye ek professional sa theme/templates ko select karna hai matlab ki aapka blog ka jo structure hai usko hum theme ya templates bolte hai wo aapko free milta hai aur agar aap koi professional lena chahate ho to aap buy kar sakte ho online.

Dosto theme/templates lagane ke bad aapka apne website puri show hone lagega par usme kuch hoga nhi kunki abhi tak aapne usme kuch likha nhi hai uske bad aapko uske kuch pages ko banana hai jaise About us, Contact us, Disclaimer aur Privacy policy page to aapko ye pages ko banana hai.

Pages ko banane ke liye aap jis bhi platforms pe honge woha pe pages ka option show hoga aapko pages pe click karke page ka tittle rakh sakte ho jaise contact us ya about ya privacy policy aur uske bad mai thoda bhut niche likha hota hai aur publish karna hota hai.

Pages banane ke bad aapko pura structure tyar ho jayega then aapko sirf post likhna hai jis topic pe aapne blog ko banaya hai us topic pe aap content likh sakte ho post likh sakte ho.

Post likhne ke bad aapko bas publish karna hai to aapka post publish ho jayega fir usko google pe show karana ke liye aur rank karna ke liye aapko apne blog ko google search counsole pe submit karna hoga aur ek sitemap.xml file bhi add karna hoga bas itna hi kam karna hai aapko blog start karne ke liye uske bad aap apne blog pe bas post likhna hai.

Conclusion 

To Dosto maine aapko aaj is post mai How to Start Blogging in hindi | blogging start kaise kare hindi me puri jankari step by step | delhi technical hindi blog ! mai bta diya hai agar aapko koi dikat atti hai comment secttion mai comment kare aur ye post aapko achha laga to isko share jarur kare.

People also search on google:
how to start a blog and make money how to start a blog wordpress how to start a blog on facebook blogging platforms how to start a blog on instagram starting a blog in 2018 how to write a blog free blog maker


Leave a Comment