Google Adsence se Affiliate marketing best hai ya nhi step by step in hindi | delhi technical hindi blog !

Google Adsence se Affiliate marketing best hai ya nhi step by step in hindi – Dosto agar aap online income karte hai to aapko sayed pta hoga ki online income karne ke liye sirf ye 2 best tarike hai ek to google adsence aur dusra affiliate marketing, aur inke jariye bahut se log bahut accha paisa kama rhe hai.

Google Adsence se Affiliate marketing best hai ya nhi step by step in hindi | delhi technical hindi blog !
Google Adsence se Affiliate marketing best hai ya nhi step by step in hindi

Wase bahut se log internet se paise kamana ye ekdam fake lagta hai jaha pe bahut se log bahut jada matlab lakho mai paise kama rhe hai halaki bahut se blogger aur you tube ya jo bhi online income karte hai unko success nhi mil pata kunki wo apne raste se bhatak jate hai ya shi se work nhi karte.

To online paise to bahut hai bas bat ye hai ki shi tarika nhi hai kamane ka logo me to simple aaj mai is post me aapko google adsence se affiliate marketing best hai ya nhi step by step in hindi me pura details mai batunga.

Google adsence se affiliate marketing best hai ya nhi | full guide in hindi

Google adsence – Quick overview in Hindi

To dosto agar aap you tube chalate hai ya apni koi blog website chalate ho ya mobile application mai ads laga ke income karte ho to wo sab advertising ke jariye hota hai jo aapko google adsence compnay deti hai jo google company ne banaya hai.

Google adsence se aap apne website pe ads laga sakte ho aur adsence se aap audience ko target karke automatic responsive ads dikha sakte ho iske alawa aap video ads, images ads aut interractive ads ko shwo kara sakte ho agar aap google adsence use karte ho to.

Dosto aapne suna bhi hoga ki online se income karne ke liye sabse famous hai wo google adsence hai halaki affiliate marketing ka jada logo ko pta nhi hai lakin google adsence jada hi famous hai har ek online income karne wale ki knowledge hoti hai.

Jaisa ki maine aapko bataya ki google sabse best hai isliye bahut se company aapne product ka parmote karne ke liye google adsence ka upyog karte hai aur jo isko parmote karte hai hum jaise log unko google 68% deta hai baki hai bacha hua google apne pas rakhta hai.

Google adsence use karne ke fayde

  • Pay per click pe kam karta hai google 
  • kiisse bhi product ko sell nhi kar sakte 
  • Aapko income karne ke koi research nhi karna 
  • CPM se bhi matlab impression se bhi income kar sakte ho
  • readers ko unke hisab se ads show hote hai
  • Google adsence se income karne ke liye jada traffic chaiye hota hai bas

Google adsence use karne ke nuksan

  • Google adsence se website ki speed slow hoti hai
  • Google adsence ke product ko kabhi bhi optimize nhi kar sakte
  • Google adsence policy violation karne pe banned ho sakte ho
  • Aapko koi bhi emails support nhi milta
  • Googe adsence aapka boss hai

Google adsence mai kami bhi bahut hai lakin fir bhi google adsence apne mai ek best company hai.

Affiliate Marketing Quick Overview in hindi

Affiliate marketing matlab ki aapko kisse dusre company ke product ko sell karna hota hai ya ye samaj lo ki parmote karna hota hai aur isko aap apne website ke hisab se ads laga sakte ho, isme jo commission hota hai wo 300 se lekr 5000 tak ka ho sakta hai.

Aur inko Amazon, flipkart, Clickbank, WordPress, Web hosting providers aur Kinke alawa bahut se compnay ke sath tyap kar ke kar sakte ho, aap apne site ke content ke hisab se kisse bhi affiliate products ko select kar sakte ho.

Isme work aise hota hai jab koi bhi user aapki diye gye website me link ke duwara click karta hai aur us product ko kharidta hai to us product ka jo commission hota hai wo aapko milta hai.

Aur agar aap affiliate program ko select karte hai to aapko ek professional blogger banna padega kunki isse jada income karne ke liye aapko jada expert hona padega aur agar aapko ek newly blogger ho to aapke liye bahut jada muskil ho sakta hai.

Affiliate marketing ke fayde

  • Site ke hisab se ads laga sakte ho
  • Aapki jitne jada sell utni jada income
  • Income bahut hi expensive hota hai aur ye aapko bahut salloo tak income deti hai
  • 300 se lekr 5000 tak ka commission 
  • Kam traffic me jada income karne ke liye best way
  • kam time me jada income

Affiliate marketing ke nuksan

  • Affiliate marketing me success hone me time bahut lagta hai
  • Apke pas trusted traffic hona chaiye
  • Earning sell hone pe hogi
  • Aap agle din same earning nhi kar sakte google adsence ki trah
  • Apne traffic ko hamesa banaye rakhne ke liye aapko traffic ke hisab se product ko select karna hota hai

Aap kam time me jada paisa kama sakte ho aur kabhi bhi daily income nhi kar sakte lakin income karne ke liye best way hai isse aap daily hazaroo dollar ki income kar sakte ho.

Conclusion

To dosto maine aapko is post me Google Adsence se Affiliate marketing best hai ya nhi step by step in hindi | delhi technical hindi blog ! ke bare me shi se bta diya hai agar apko koi bhi dikat aati hai to comment secttion me comment kare aur ye post accha laga to share jarur kare.

To dosto aap aapne margi se koi bhi use kar sakte ho jo aapko accha lage agar aapko google adsence shi laga to aap google adsence ko use karo aur affiliate marking accha laga to isko use karo aur dhire dhire se hi income increase hoti hai.


Leave a Comment