Blogging se paise kamane ke 3 best way to earn money on blogging in hindi step by step | delhi technical hindi blog !

Blogging se paise kamane ke 3 best way to earn money on blogging in hindi step by step – Dosto agar aap blogging karte ho to aapko shi se nhi pta hoga ki blogging se kis kis trah se paise kamate hai to simple aaj ke time pe bahut se log alag alag trah se paise kama rhe hai to simple mai aapko is post me top 3 way bataunga blogging se paise kamane ka jo har koi use kar sakta hai aur jo popular hai.

Blogging se paise kamane ke 3 best way to earn money on blogging in hindi step by step | delhi technical hindi blog !
Blogging se paise kamane ke 3 best way to earn money on blogging in hindi step by step 

Wase to online market mai bahut sare blogger hai jo apne alag alag tarike se paise kama rhe hai aur wo sab bahut jada jada paise kamate hai to simple jo famous blogger hai wo to trick use karte hai jada paise kamane ke liye wo sab aaj mai aapse details mai bataunga.

Blogging se paise kamane ke 3 proven ways in hindi

How to earn money on blogging in 2018 or 2019, jitne bhi blogger hai wo sab ishe trah se paise kamate hai jo unki top earning source hai wo is post mai aapko milega.

Affiliate marketing

Dosto sabse jada aur ek professional affiliate marketing ka link ko log apni website mai use karte hai kunki iss bahut jada income generate hota hai kunki affiliate marketing ek aisa platform hai jisee aap daily lagbhag utna paisa kama sakte ho jitne jada aapke website pe organic traffic ho.

Affiliate marketing mai aapko kisse dusri product ko apne website pe add karna hota hai aur fir us link ya product ko click karke koi bhi us product ko kharidta hai to aapko us product ka commission milta hai aur jitne jada sell hoti hai utni jada income to ye bloggers ke liye sabse jada income karne wala platform hai aur inko sirf professional blogger hi use karte hai.

Sponsored Content

To dosto jab aapka website ya blog famous ho jata hai aur usme bahut jada lots of traffic aane lagta hai to bahut se compnay aapse contact karke aapke sponsored content ke liye bolte hai.


Isme aapko content likhna hota hai aur usse aapko earning hoti hai matlab ye samjho jaise blogger hai wo post apne blog pe hi likhta hai lakin us post ke ander sponsor link add hote hai jo compnay karatii hai aur us sponsored content ka aapko 10$ to 100$ tak ki income mil sakti hai.

Advertising

Dosto aapko sabse popular tarika jo hai blog ya website se earning karne ke liye to wo advertising hai aur is bahut se bloggers daily ka bahut jada paise kama rhe hai to simple isme aapko kisse bhi ads network mai join hokar publisher account pe aur woha pe us compnay ka ads laga sakte hai aur usse income hoti hai.

Jab aapki blog pe advertising pe koi click karta hai to usko income hoti hai aur isse jada jada revenue generate hota hai agar apki website ya blog pe jada traffic aata hai, wase advertising ke mamle me sabse jada famous hai wo google adsence comapny hai jo google ki hai.

Conclusion

To dosto maine aapko is post mai Blogging se paise kamane ke 3 best way to earn money on blogging in hindi step by step full details mai bta diya hai agar aapko koi bhi dikat aati hai to aapko comment secttion mai comment karna hai aur ye post accha laga to isko share jarur kare.


Leave a Comment