Formerly hypstar-Vigo video se paise kaise kamaye step by step delhi technical hindi blog !

Formerly Hypstar-vigo video se paise kaise kamaye !

Vigo app se paise kamana bahut hi aasan hai matllab ye samaj lo ki khud agar use karoge to ye bologe ki itna aasan hai paisa kamana wo bhi formerly hypstar vigo app se to chaloo aapko ek ek karke sari chije batata hun vigo app ke bare me.

Ye ek video app hai jisme hum apni ya kisse ki bhi video bana ke dal sakte hai matlab ye samaj lo ki sexually aur teriest jaise video ko hum nhi dal sakte agar dal diya to woha vigo app wale kuch der me woha se delete kar dete hai.

To Simple kaise video dalti hai ? 

Jaise koi funny video ho gyi ya aap kisse chij ke bare me bta rhe ho ya koi tutorial sikha rhe ho to aise video aap dal sakte ho ya ye samaj lo koi bhi video aap bana ke dal sakte ho bad usme video me koi sexually ya terrissiom wali video nhi dal sakte bas iske alawa aap koi bhi video dal sakte hoo.

App aap ye soch rhe honge ki hum isme video kun dale ?

To guys ye ek earning app hai jiska name Formerly hypstar hai aur iska dusra name vigo-video hai to aap ye soch rhe honge ki paise kaise milte hai.

Simple bhasa me bolu to ye hai ki agar aap koi video dalte ho to aapki video vigo pe upload ho jati hai ok uske bad aapki jo video vigo pe aa jati hai aur fir jo jo log vigo video ko use kar rhe honge unme se jitne log aapki video dekhte hai utni income honti hai.


Jaise man lo aapne ek video banaya funny video ok uske bad aapko usko vigo video pe upload kar diya aur usko kam se kam 200 logo ne dekh liya to aapke video pe 200 flames aa jata hai to aap ye samaj lo simple ki aapne is video se 200 rupee kama liya hai ye mai india ki currancy ki hisab se bta rha hun,, actual me india me iss ki hisab se paise milte hai jitne flames utne rupee.

Ab aap ye Soch rhe honge ki ye “Flames” kya hai ?

To guys jaise aapke video 10 logo ne dekha to aapke jo video hai uske uper flames likha hoga aur uske aage 10 likha hoga jaise ” Flames 10 ” aise likha hoga to ye samaj lena ki aapke video sirf 10 logo ne dekha hai ok aur iska aapko 10 rupee mil gya hai.

Ye jo income hai wo mai india ki currancy ke hisab se bta rha hun aur isme jo income hoti hai wo dollar “$” me hoti hai jaise ye log abhi 1 $ ka 67 rupees dete hai aur aapke video ki uper agar 67 flames aa gya to aapko account balance me 1 $ dollar ho jaiga ok.

Ab aap bol rhi honge ki isme kitne paise hum nikal sakte hai ?

To guys simple hai aapke paise jaise hi 1 dollar ho jaiga aap tabhi apne paise yaha se nikal sakte ho aur is app ki ye khas bat ye hai ki agar aapne abhi paise withdrawal kara hai to aapke paise turant aapke paypal account me aa jata hai koi time nhi lagta jaise aur baki app me lagta hai jaise 10 din me paise aayega ya 1 hafte me aayega par is vigo app me aisa kuch nhi hai isme aapko jaise hi withdrawal karoge usi time aapke paise aa jaiga.

Isme jo minimum withdrawal hai wo 1 dollar ka hai aur maximum unlimited hai aur hai guys ye ek aisa app hai jo ki logo ko ek hi mahine me lakh pati bana deta hai isme aapp se itne logo ne itne paise kamaye hai ki aap sunke hairan ho jaooge jaise kiise ne 2 mahine me 10 lakh ke karib kama liye kise ne 3 mahine me 17 lakh kama liye koi 10 lakh koi 3 lakh aise hi jitne log apne video dalte hai aur bahut sara paise kamate hai.

Ab aap bologe ki hum kisme paise nikal sakte hai ?

To simple guys isme aap apne jo paise hai dollar me milte hai to ye dollar wala ammount paytm me support to karega hi nhi kunki ye app aapko paise dollar me deti hai aur ye company “Hong kong” me Register hai to simple se bat hai aap apne paise “Paypal” ke throw nikal sakte ho.

Ab aap ye bologe ki ye Paypal kya hai ?

To simple guys jaise aap paytm chalate ho wase hi ek aur app hai jiska name hai paypal aur paytm aap sirf india me use kar sakte ho but “Paypal” aap khi bhi use kar sakte ho paypal me kya hai ki aapko paise jo aate hai ya aap kisse ko paise bhejte ho wo dollar me hi jate hai ya aate hai, Ye Paypal International transction ke liye bana hai to aap khi se bhi apne paise mana sakte ho aur wo bhi dollar me,

To Simple paypal ko use kaise karte hai jaise aap paytm use karte ho wase hi aapko paypal use kar hota sabse pahale paypal ka account banane ke liye aapko google.com pe jana hai fir woha pe aapko paypal creat a new account pe click karn hai fir woha pe apni sari details dali hai ok fir aapka account ban aiga jaise paytm me aap apne number ye banate ho aur usme number ke throught hi payment hoit hai but paypal me aapko is email id ki jarurat hogi to esme aap emails id ke throught payment karte ho ye aati hai,

Uske bad aapne paypal ka account bana liya aur ha paypal ke account bnanae ke liya aapko ek bank account bhi chaiye hota hai taki aap apne paise ko bank me bhej sakoo, To simple aapko apna bank ki details wohi bhar dena hai fir paypal wale apke bank account me kuch ammount bhejte hai verify karne ke liye ki ye account aapka hi hai na, 1.50 paise ya 2.20 paise aise kuch bhi amount bhejte hai,, jab wo ammount apke bank amount me aa jata hai to aapke wo paise ko paypal me dal ke paypal account ko verify karna hota hai.

Verify hone ke bad aap kitne bhi transtion karo ya karwaoo, Uske bad aapka account ban jata hai uske bad aapko simple vigo me jana hai aur fir woha se jo withdrawal hoga to woha aapke paypal account me aayega aur woha se automatic paypal account se aapke bank account me transfer ho jaiga aur 1 se 2 din lagta hai paypal se bank account me transfer hone me ok to aise aap video se paise nikal sakte ho.

Ab aapko ye sab pta chal gya ki video kun use kare, Aur ab dekho is vigo video ko shi se use kaaise karte hai ok, To sabse pahale aapko Play store pe jana hai aur Woha pe aapke ye type karna hai “Formerly hypstar” to aapke samne ye app show hoga jo niche image show ho rhi hai isko simple aapko install kar lena hai rua fir open kar lena.

Iss app ko download karne ke bad aapko simple open karna hai fir aapko aisa show hoga jaise maine niche pic dala hai.
To simple yaha pe aapko bahut sari video mil jaiga aur aap yaha se ye sari video ko dekh sakte ho aur inke video me inke flames bhi dekh sakte ho, ki is video se kitne paise kamaya hai logo ne ok aur left slide karke unki puri profile bhi check kar sakte ho aur ye bhi dekh sakte ho kitne video abhi tak upload kari hai aur abhi tak kitne paise kama liya hai ok.
Uske bad aap sabse uper dekh rhi honge isme “register/login” likha hai jisme aapko click karna hai to pahale aapko paise kamane ke liyee aapko isme register karna hai jaise aapne “register/login” pe click karoge to aapko ye image show hoga jo maine niche image dala hai.
Isme aap simple kisse se bhi login ho sakte ho apne mobile se bhi ho sakte ho apne gmail id se bhi login ho sakte ho aur apne facebook se bhi login ho sakte ho yaha pe click karna aapko simple login karna lena hai to simple login hone ke bad aapko aisa show hoga jo maine niche image diya hai.

Yaha pe dekho sabse niche aapko sabse pahale “home” hai uske side me aapko “Follow” hai aur fiske bagal me aapko ek video ka icon bana hua hai aur fir uske bagal me “notification” aur fir last me “me” hai To sabse pahale jha pe app abhi ho wo home hi hai woha pe aap video dekh sakte ho jo logo ne upload kiya hai ok uske bad aap agar “Follow” pe click karte ho to aapko aisa show hoga jo pic maine niche diya hai.

To simple yaha pe aapko apne video upload hoti hui show hogi aur jisko aapne follor kar rakha hai unki video yaha pe show hogi ok, Uske bad hum “Notification” pe click karte hai to aapko yaha pe aapko jo notification aaya hoga woha notification pe show hoga jaise aapki video agar kissene likhe kiya to aapko ye show hoga ki is ladke ne aapki video likhe kiya hai aisa notification show hoga ok…uske bad last me jo “me” likha hai uspe click karne pe ye show hoga jo maine niche diya hai wo images.

Yaha pe apko sabse uper apko apne profile pic aur profile name show hoga aur uske niche apako aapke follower kitne hai wo show ho rha hai uske side me aapne kitne follow kar rakha hai aur uske side me aapne total kitne flames kamaya hai matlab kitna paisa kamaya hai aur uske niche video hai jo maine dali hai aur uske niche drafts show ho rha hai aur uske niche “wallet” to simple aagar aapko video pe click karoge to aapko apki sari video show hogi jo aapne abhi tak dali hai.
Aur agar aap wallet pe click karoge to aapko show hoga jaiga apka abhi kitna balance hai aur aapne kitna nikala hai ye sab kuch to simple apko wallet pe click karna hai to aapko aisa show hoga jo maine niche images  dala hai.
To simple yaha pe sabse uper aapka flames show ho rha hai ki aabhi mujhe aaj kitna flames mila hai uske niche aapka balance show ho rha hai ki abhi kitna balance hai ok uske niche aapko paypal ka option hai jaha se aap apni payment nikal sakte ho to agar aap sidha paypal pe click karoge to apko aisa show hoga jo maine niche images diya hai.
yaha pe simple sabse uper likha hai withdrawal ok aur niche aapko email id dala hai aur niche kitne dollar dalna hai wo aa rha hai to simple hum niche wali box me jitne dollar ho ustne dollar aap yaha pe type karke nikal sakte ho jaise aapke pas 2 dollar ho gye hai to simple aap yaha  aa kar sabse uper apne email id aur niche 2 daloge aur niche conform pe click kar doge to aapke paypal account me turant payment aa jaiga ok, Uske bad hum chalte hai iske maine work pe jo ki hai isme video kaise banaye.
To simple jo niche image diya hai usme bich mai jo video ka icon bana hai woha pe aapko simple click karna hai to aapko aisa show hoga jo maine niche aapko images diya hai ok.


To yaha pe ek bada sa red button aa jaiga jisko aap click karoge to aapko video banna start ho jaiga aur aap isme sirf 3 second se lekr 15 second tak ki hi video bana sakte ho ok aur isme pahale 15 second tak hum video bana sakte the pr abhi isme hum chahte to 30 second ke video bana sakte hai wo kaise simple jab aapko video wali icon pe click karke hold karna hai kuch second to automatic ye 30 second wale mode pe aa jaiga aur fir aap 30 second wali video bana sakte ho ok.
Ab isme sabse uper aapko ye music ka option show ho rha hoga jisme aap click karke apne video ke liye music dal sakte jo jaise aapne music wali option se click karoge to aapko aisa show hoga jo maine niche images diya hai.
To isme kisse bhi category me ja sakte ho aur fir kisse bhi music pe click karoge to aapko conform ka option show hoga to woha pe aapko confrom kar dena to aapko music add ho jaiga aur isse aap dubing bhi kar sakte ho koi sa bhi dialogue ko…jo maine niche image diya hai waisa show hoga ok.
To yaha pe conform karoge to aapko aisa show hoga jo maine niche image dala hai ok.
To simple aapko uper confrom hoga woha pe click kaoge to aapka music add ho jaiga uske bad aapko video banane ke liye jo bada sa red button hoga woha pe click karna hoi to aise video banega jo niche images dala hai aisa show hoga.
To uske side me ek right ka option show hoga to aapko jaha tak video banana hai to uske bad right wale icon pe click karne hai fir appkko woha pe wo video upload hone ke liye aaiga jaise maine niche imges diya hai wasa.
To simple aapko yaha pe post ka option show hoga to aapko simple post me click karna hai to aapke video post ho jaiga uske bad aapke video sabse ke pas chale jaiga aur jo jo log dekhega to utni income aapko hogi ok jo niche images diya hai wasa hoga.
To ye aapki video upload ho gya ok to simple aise hi is app ko aapko use karna hai aur fir paise kamana hai ok,Agar aapko koi bhi dikat aati hai is app ke regarding to aap is contact section ko shi se dekh sakte ho aur contact kar sakte ho.
To chalo ab iske review ke uper chalte hai aur dekhte hai kitna accha review mila hai aur kitne abhi download hai aur kya ration chal rha hai ok to ye to hai is app ka review section jo ki play store pe hai aapko khud check kar sakte ho.
To ab chalte hai iske download section me ki abhi tak kitne download hua hai aur kya version hua hai.
To guys ye sab aapko “Formerly hyppstar vigo video” ke bare me tha agar aapko ye humara post accha laga to aako is post ko jarur share karo.
To guys agar aapko mere ye post Formerly hypstar-Vigo video se paise kaise kamaye   accha laga to aap is post ko share kare aur post ki niche bell icon ko press karke allow kar de taki aani wali post ki notification aapko sabse pahale mil jaye aur aap apni gmail id se bhi subscribe kar sakte hai apko side bar me subscribe ka option mil jaiga ok thanks you.

Leave a Comment