अमृतसर हादसा / दशहरे की खुशी मातम में बदली | delhi technical hindi blog !

अमृतसर हादसा / दशहरे की खुशी मातम में बदली | delhi technical hindi blog ! – Joda railway fatak ke pas hui hadse ne dussehra ki khusi matam me bad de. Joda bazaar me rawan dahan ho rha tha aur bahut se log rawan dahan dekhne ke liye joda fatak pe khade hue the aur us time 7 baje ke aas paas ka time hua hoga jab woha pe 2 lines wali patri hai aur dono patri pe log khadee thi.

अमृतसर हादसा / दशहरे की खुशी मातम में बदली | delhi technical hindi blog !
अमृतसर हादसा / दशहरे की खुशी मातम में बदली

Tabhi 2 trains aayi aur logo ke uper se nikal kar chali gyi fir jo woha hua aap hairain ho jaooge ki kya manjar rha hoga lagbhag 50 logo se jada ki maut ho gyi aur kitne ghayal hai. rawan dahan ke time 6 baje ka tha pr Navjot Singh Sidhu ki patni 1 ghante late aayi thi is waje se rawan dahan ke time 7 baje ho gya aur 7 baje kafii aandhera ho gya tha.

Aur jab rawan dahan ho rha tha tab train aayi to logo ko patake ka saur se pta bhi nhi chala ki train aa rhi hai aur train ka horon bhi sunaiii nhi pada ki train aa rhi hai aur issi chakkar me logo ki uper se train nikal gyi.

Agar Navjot Kaur Sidhu time pe aa jati to sayed hadsa tal jata pr aisa nhi hua jab Navjot Kaur Sidhu se bat kari to un hone bataya ki hadse ke 15 minute ke bad mujhe hadse ki jankari mili hai aur mai woha se 15 minute pahale nikal gyi thi

Leave a Comment