Bloggers ke liye best photo editing software in hindi 2018-19 | delhi technical hindi blog !

Bloggers ke liye best photo editing software in hindi 2018-19 – Dosto agar aap ek blogger ho to ye post aapke liye hai aap jab bhi koi post likhte ho to aapko image us article ke related hi lagana hota hai but wo lagaye kaise kun internet pe bahut kam hi free stock image milte hai article ke related to simple mai aapko kuch tools bataunga jaise free photo editing software aur blogger photoscape.

Bloggers ke liye best photo editing software in hindi 2018-19 | delhi technical hindi blog !
Bloggers ke liye best photo editing software in hindi 2018-19

Jaise aaj ke time pe jo new bloggers hote hai unko images ke bare me pta nhi hota wo google se simple download karke laga deti hai to copyright ki problem aa sakte hai halaki kuch free websites hai jo aapko free me images use karne dete hai jaise pexel ho gya pixabay ho gya free stock.

Agar aap ek blogger ho to aapko pta hoga ki images ko kaise shi dhang se edit karke lagana hota hai aur images ko edit karne ke liye aapko photoshop ka use kiya jata hai lekin ye paid software hai aur isko use karne mai bhi muskil hota hai aur isko use karte samaye bahut hang hota hai kunki iska size bahut hi jada hota hai.

Agar dosto aise me aapko ek free software mil jaiye jisse aapko use karne mai koi dikat nhi aaye aur size bhi kam ho aur bahut se blogger is software ko use karte hai aur isko use karne mai aapko bahut aasan lagega aur jaise aap images ko edit karna chahate ho wasa hi aap edit kar sakte ho.

Mai jis software ki bat karne ja rha hun uska nam Photoscape hai aaj main aapko photoscape ke bare me sari jankari bataunga isko kaise use karna hai aur kaise edit secttion bhi hoga.

PHOTOSCAPE ke fayde 

  • Images ko edit karna bahut hi aasan hai ye photoshop se bhi bahut jada aasan hai.
  • ye software bahut hi aasan hai isko software ko aap free me use kar sakte ho.
  • Agar aapko koi logo bhi banana hoga to is software se bana sakte ho.
  • Isme aapko gif aur collage aur sort video bhi edit kar sakte ho.
  • Iska size hai 20 mb aur isko aap kisse bhi normal pc ya computer me use kar sakte ho.

Photoscape download kaise kare 

Aapko simple google pe jana hai aur fir woha pe aapko Download Photoscape dalna hai aur search karna hai uske bad apko jo page show hoga to sabse pahale link ko open karna hai fir aapko jo bhi website open hogi uska nam photoscape.org hoga aap simple url bar me photoscape.org pe dal ke sidha website ko open kar sakte ho.

Jaise hi aapko website show hoga to aapko ek bada sa download ka option show ho jaiga aur aapko simple download pe click karna hai fir automatic download ho jaiga fir aapko download ho jaiga uske bad aapko simple us software ko install karna hai fir aap simple use kar sakte ho.

Conclusion 

to maine aapko aaj Bloggers ke liye best photo editing software in hindi 2018-19 | delhi technical hindi blog ! ke bare me full detail bta diya hai aapko koi bhi dikat aaye to simple comment section me comment karo aapko replay jarur milega..


Leave a Comment