WordPress or Blogger me se konsa best hai step by step ! delhi technical hindi blog !

Agar aap apne blog banana ke soch rhe ho aur aap ye soch rhe ho ki konsa select kare to aapko mai aaj wordpress or blogger me se accha platform pta chal jaiga, aur jo meri abhi tak ka experience raha hai wo aapke sath share karunga aur ye bhi bataunga ki wordpress or blogger me se konsa best hai aur Q best hai to ye janane ke liye is post ko suru se aakhri tak pura pado taki aapko shi se samaj aa jaiye ki konsa best hai.

Wordpress or Blogger me se konsa best hai step by step ! delhi technical hindi blog !
WordPress or Blogger me se konsa best hai step by step ! delhi technical hindi blog !

To guys simple me aapko ek ek simplify karke batunga ki aapko blogger or wordpress me se konsa use karna chaiye aur kun karna chaiye aur isme aapko kya fayda hoga aur kya nuksan hoga ye sare points aapko me is post me clear kar dunga to is post ko pura pado.

WordPress or Blogger me se konsa best hai

To simple agar aap new ho matlab ki blogging field me agar aap kam start kar rhe ho aur aapko kuch pta bhi nhi hai to bhi aap blogger.com ko aaram se use kar sakte ho matlab ki blogger me koi technical knowledge ki koi jarurat nhi hai aapko sirf thoda bahut kam hota hai jo aapko blogger use karoge to aapko aaram se samaj aa jaiga.

Aur agar aap wordpress use karoge to aapko thoda bahut technical knowledge hona jaruri hai kunki wordpress me aapko bahut se work manually karna hota hai jaise pahale to aapko hosting lene hota hai fir aapko wordpress ko us hosting me upload karna hota hai.

Agar aap jaise koi email id banante hai uttna hi aasan hai blogger ko use karna lakin agar aap wordpress ko use karoge to pahale aapko thoda complecated lagega aur thode bahut error ka samna bhi karna pad sakta hai to agar blogger ko use karoge to aapko koi error ka samna nhi karna hoga.

Features – WordPress or Blogger 


Ab man lo aap blogger ko use karoge to aapko blogger me kuch limited features hi milega aur aap unko aasani se kar sakte ho aur ye feature ko aap aage matlab next level tak nhi bana sakte ho ek simit tak hi hote hai lakin agar aap wordpress ko use karte ho to aapko usme unlimited features milte hai jinko aap aapne kam ke hisab se use kar sakte ho aur koi bhi change karna ho to aap uskme wordpress ke plugin ko use kar sakte ho aur accha khasa blog bana sakte ho.

To simple wordpress or blogger ki feature ki bat kare to wordpress me jada features hai blogger ke mukable aur aapko wordpress me aapko unlimited features mil jaiga.

Quality website kispe banega – wordpress or blogger


To simple agar aapko website ke design change karna ho to blogger aur wordpress dono me aap custom themes purchase karke upload kar sakte ho aur look change kar sakte ho lakin agar aap us blog ya website me kuch feature laga hai to aapko wo wordpress me hi milega blogger me limited hai but agar aap wordpress select karte ho to aapko unlimited feature le sakte ho aur ek quality website bana sakte ho to agar aapko quality website banana ho to aapko wordpress select karna chaiye.

Price – WordPress or Blogger


Agar bat price ki hai to aapko blogger me bilkul free kam start kar sakte ho matlab aapko sub domain name bhi free milega aur agar hosting lo to bhi hosting bhi aapko free milega to aap free me apni website ko start karna sakte ho blogger pe.

Agar aap wordpress me kam start karte ho to wordpress bhi ek free open source software hai lakin usme aapko hosting lena hota hai bina hosting ke aap wordpress me apni website ko host nhi kar sakte ho to agar aapka bugut kam hai to aapko blogger ko use karna chaiye.


SEO – Friendly – WordPress or Blogger


SEO matlab search engine optimization matlab google pe ya kisse bhi search engine me post ko search hone ke liye hum wordpress or blogger in dono ki bat kare to ye bilkul same hai aap wordpress ka bhi use kar sakte ho aur aap chahe to aap blogger ka bhi use kar sakte ho kunki dono me seo karne ke koi fark nhi hai.

Ye hai ki wordpress me aapko kuch extra plugin ya ye keh lo ki wordpress me features jada hai wordpress me ek plugin hai yoast plugin jisse hum wordpress me apne seo ka pta kar sakte hai to agar aap seo ki hisab se check kar rhi ho to aapko wordpress or blogger in dono me se koi bhi use kar sakte ho.

Secure konsa hai blogger ya wordpress

Agar aap security ki bat karoge to aapko koi aise website nhi hai jo hack na ho sakte koi bhi matlab badi se badi website bhi hack ho jati hai lakin agar aapko aapko jada se jada aapni website ko security ko dhayan me rakhna hota hai.

Agar aap blogger pe apne website ko banate ho aapko jada security ka jada dhyan nhi rakhna hota hai kunki blogger khud google company ki hai to aaap khud aandaja laga sakte ho ki blogger kita secure hoga aur usme aapko ek email id se login karna hota hai to aapka sara kam ek email id se hota hai.

To agar aapko blogger me dhyann me rakhna hai to aapko simple apki jo email id hai wo kise ki sath share nhi kara aur kisse ko batana bhi nhi ki ye meri email id hai.

Aur agar aap wordpress use karte ho to aapko security ka jada dhyann rakhna hota hai halaki usme bahut se plugin mil jata hai ki apne blog ko secure rakhne ke liye lekin ye fir hi itna secure hai nhi hai jitna blogger hai to agar aap secure ke mamle me use karna chahate ho to aapko bolunga ki aap blogger ko use karo. 


Conclusion


To dosto aapko ye to samaj aa gya hoga ki aapko apni website kispe banan hai wordpress ya blogger pe ye aap jan chuke honge aapako dono ke fayde bata diya hai lakin agar mai aapko suggest karunga to aapko aag new ho is field me to aapko blogger pe apni website banana chaiye kunki ye ek to free hai aur dursa aapko jada technical knowledge nhi chaiye. 

Dursa jaise aapki knowledge bad jaiye taki aap apni website ko wordpress pe transfer kar sakte ho bahut aasani se to simple agar aapke pas thoda bahut paisa aane lag jaiye ya aap thoda bahut kharch kar sakte ho aur aapko wordpress ke bare me thoda bahut knowledge ho jaiye aur aap chahte ho ki aapko aap aur features chaiye to aaapko wordpress ko join kar sakte ho. 

To agar aapko ye mera post WordPress or Blogger me se konsa select kare step by step ! delhi technical hindi blog ! accha laga to aap is post ko apne dosto ko jarur share kare taki ye knowledge sabke pas pahuche is humne website ki niche jo bell icon hai usko bhi press kar ke allow kar lo taki aani wali har post ki notification aapko sabse pahale mil jaiye.

Leave a Comment