Whats app new stickers and emoji Feature new launched in hindi full details | delhi technical hindi blog !

Whats app new stickers and emoji Feature new launched in hindi full details – To dosto aap mai se har ek user whats app ko use karta hoga lakin kuch din pahale whats app company ka plan chal rha tha whats app ko update karne ke liye jaise hum snapchat aur hike messange mai stickers ko use karte hai wase karne ke aur halki mai whats app company ne is feature ko update kar diya hai.

Whats app new stickers and emoji Feature new launched in hindi full details | delhi technical hindi blog !
Whats app new stickers and emoji Feature new launched in hindi full details

Ab aap jaise snapchat aur hike mai stickers ka use karte hai wase hi aap ab whatsmai use kar sakte hai isliye aapko apna whats app ko update karna hai aur fir aap whats app mai new stickers aur new emoji ka use kar sakte ho wase bhi bahut se log text se jada emoji aur stickers ka use karna pasand karte hai.

Whats app new stickers and emoji Feature ko use kare

Is stickers aur emoji features ko use karne ke liye aapka pas android phone ya ios hona chaiye kunki abhi tak ye feature in dono mai hi launch hui hai.

To dosto sabse pahale aapko is feature ko use karna ke liye aapko apna whats app ko play store se update karna hoga uske bad aap apne friends ko stickers aur emoji send kar sakte hai.

Jaise aap whats app mai text ko bhejne ke bad aap usko delete kar sakte ho wase hi agar aapne stickers aur emoji ko send kiya hai aur aap chahate hai ki aap usko delete marna chahate hai to aap delete mar sakte hai.

Agar aap whats app stickers aur emoji ko use kar chuke ho aur aap bhor ho gyi to jaha pe stickers aur emoji ke side me plus ka tick hoga woha pe click karoge to aapko wo redirect play store pe kar dega aur woha pe aapko free aur paid stickers mil jate hai aap unko lekr use kar sakte ho.

Conclusion

To dosto aaj maine aaapko is post mai Whats app new stickers and emoji Feature new launched in hindi full details full details mai bta diya hai agar aapko koi dikat aati hai to comment secttion mai comment kar sakte hai aur ye post accha laga to is post ko share jarur kare. 


Leave a Comment