Top best 5 Apps to use blogging (mobile se kare blogging) step by step in hindi | delhi technical hindi blog !

Top best 5 Apps to use blogging (mobile se kare blogging) step by step in hindi – To dosto aaj ke time pe jo log internet pe work karte hai unko ye pta hoga ki blogging se log kitna paise kama rhe hai lakin bahut se user ke pas laptop afford na karne ke waje se blogging start nhi kar pa rhi hai isliye mai is post me aapko aaj Top best 5 apps ke bare me bataunga jisse aap blogging start kar sakte hai.

Top best 5 Apps to use blogging (mobile se kare blogging) step by step in hindi | delhi technical hindi blog !
Top best 5 Apps to use blogging (mobile se kare blogging) step by step in hindi


Top best 5 Apps to use blogging (mobile se kare blogging) step by step in hindi 

1- Blogger/Wordpress

To dosto aaj mai aapko blog application ke bare me batunga ki aapko simple apne phone me play store open karna hai aur woha pe search karna blog to aapke samne jo application aayega uska nam hai blog application aur usko aapko install karna hai fir aap usme aapne blog ko aaram se use karna sakte ho aur ye app ekdam free hai aap isko khi se bhi aur kaise bhi use kar sakte hai.

Dosto isme aapko koi browser pe jane ke koi jarurat nhi padagi aapko simple isme aapko sara kuch mil jaiga jaise post karne ke liye ek white page milta hai isme aapko kuch bhi paste ya write karna sakte hai aur post kar sakte hai jaise aap chahate hai wase aap blog post dal sakte hai.

2- Pixabay

To dosto aapko simple pixabay ek website ka nam hai jisme aapko koi bhi image ko download kar sakt ho aur apne blog ya website me use kar sakte ho aapko simple google pe jana hai aur search karna ai pixabay aur jo pixabay ka website aayega woha pe aap koi bhi images download kar sakte ho aur apko koi copyright content nhi aayega.

Basically agar aap google se koi bhi images download karte hai to aapko copyright imges samna karna padta hai lakin agar aap pixabay se koi bhi images download karke us images ko khi pe bhi aap use kar sakte ho aur isme aapko ekdam hd quality ki images mil jati hai.

3- PicsArt

To dosto agar aapne koi image le liya fir uske bad aap me usko kaise bhi edit kar sakt hai ye picsart application aapko google play store pe mil jaiyga jo ki ekdam free application hai aapko ek bhi paise nhi dena hai aapko simple play store pe search karna hai picsart aur download karna hai fir aap isme koi bhi images download karke isme edit kar sakte hai aur hisab se.

Kya hota hai na agar aapkoo pixabay se wo wali images nhi milti hai jo aapko chaiye aur aakko google pe mil jati hai to aako copyright hatane ke liye us images ko edit karna hota hai to aap simple is app ka use kar sakte ho edit karna ke liye.

4- Google Docs/WPS office

To dosto aapko google docs ya wps office koi apne phone me download karna hai ye application aapko play store pe mil jaiya aur ye application bilkul free app hai aur ye application aap bahut help karne wali hai agar aap phone se blogging karna chahate hai to.

Isme basically hota kya hai ki aapne apne phone se post to likh diya hai fir aapko usme agar images lagana hai to aapko is application ka use kana hota hai agar aapko apne blog ke title ka font change karna hai to is application ka use karna hota hai to simple jo post ko edit karna ka kam aapko karna hai wo kam aap is application se bade aaram se kar sakt ho.

5- Puffin Browser


To dosto aapne post likh diya uske bad aapko ye post ko google pe upload karna hai to aapko ek browser ki jarurat padagii jaise aap crome browser bhi use kar sakt hai nhi to aapko play store se ek application hai jiska nam puffin browser hai ye aaplication ko aap download kar sakte ho.

Agar aapko simple puffin browser ko use karoge to aapko ek computer jaise felling aayega kunki puffin browser ko computer ke hisab se modify karke banaya gya hai to simple aapko kuch bhi work ho to aap puffin browser ko use kar sakte ho.

Conclusion

To dosto maine aapko aaj is post Top best 5 Apps to use blogging (mobile se kare blogging) step by step in hindi | delhi technical hindi blog ! me bta diya hai agar aapko ye mera post accha lagta hai to is post ko apne dosto ko jarur share kare taki aise knowledge aur logo ke pas bhi jaiye.


Leave a Comment