Protect adsence account form invalid click on blogger or wordpress in hindi step by step | delhi technical hindi blog !

Protect adsence account form invalid click on blogger or wordpress in hindi step by step – To dosto agar aap apna blog chalate hai to aaj mai aapko adsence ko safe kaise kare aur kya kya ho sakta hai aapke adsence ke sath wo sarei jankari aapko dene wala hun to is post ko pura read karo tabhi aapko shi se samaj aayega how to protect adsence account for invalid click on blogger or wordpress.

Protect adsence account form invalid click on blogger or wordpress in hindi step by step | delhi technical hindi blog !
Protect adsence account form invalid click on blogger or wordpress in hindi

To dosto jaisa ki aap sab apna website ya blog website bana ke uspe daily kadi mehnet karke aap accha paisa aur success hone ke lia daily work karte ho par kisse karan se agar aapka adsence disable ho jaye to aapki sari mehnet bekar jayagiii.

Par agar aap wordpress pe apna blog ko run karte ho to aap apne adsence ko safe kar sakte ho par agar aap blogger pe use karte ho to aapko bahut muskil aane wali hai.

WordPress ke pas bahut se plugins hai jo aap use karke aapna adsence account safe rak sakte hai aur blogger ki pas koi plugin nhi hai.

To chali aaj mai aapko wordpress or blogger pe adsence ko kaise safe rakhe isko puri details mai sari jankari deta hun.

Invalid click or invalid activity kya hoti hai

To dosto agar aap adsence use karte hai to invalid click aur invali activity ka chakkar adsence mai hi jada dekhno ko milta hai.

Agar aap application banwate ho aur play store pe publish karke us income karte ho to bhi aapka adsence disable ho sakta hai usko protect karne ke jimadari aapki hai.

Agar aap You Tube pe adsence ko laga ki income karte hai to savdhan ho jaoo kukki agar aapka koi haters hai to aapka adsence account bhi disable ho jayega.

Agar aap blogger ho aur apna blog chalate ho to aapka bhi adsence suspend ya disable ho sakta hai aur aap kuch bhi nhi kar paooge.

To agar aap ye 3 chij (Applicaion, You Tube channel, Blog/Websites) ko use karte ho apne life ko success banane ke liye aur acchi income karne ke liye to aap sabdhan ho jaoo kunki sayed aapka koi haters ko jo aapko success hone nhi dega.

To dosto mai aapko aaj blogger or wordpress ke bare mai pure jankai dunga ki aap kaise apna adsence account ko bacha sakte hai.

WordPress blog invalid click se kaise bache

To dosto agar aap apna blog ko wordpress mai run karte hai to aapko koi dikat lene ki jarurat nhi hai kunki wordpress pe bahut se plugins hai jo aapka adsence khud safe rakhte hai.

To dosto agar aap apna blog wordpress pe adsence ko safe rakhna chahate hai to aapko sirf ek plugin ko use karna hai jiska name fraud-click monitor hai aur aapko ye plugins ko apne wordpress mai install karna hai.

Uske bad aapko isme ek choti se setting milagii jisme aapko ye likhna hoga ki aapko daily 1 user se kitne click chaiye adsence pe to agar aapko 1 click 1 user se daily chaiye to 1 user pure din mai sirf 1 hi click kar sakta hai.

Agar aap 2 ya likhte hai to 1 user pure din mai 2 hi click kar payega aise hi aap days ka bhi hisab kar sakte hai jaise ki agar 1 user aapki ads pe 1 bar click karta hai to uske bad wo user 2 ya 3 dino tak us user ko ads show nhi hoga jitna din aap chahooge utne din aapko isme invalid click se bachayega.

To dosto wordpress mai to aap is plugin ko use karke apna adsence account safe kar sakte ho aap jab chaho jab ads show kara sakte ho to wordpress mai aapki website aur adsence account save hai.

Blogger blog invalid click se kaise bache

To dosto jaisa ki hum wordpress mai aasan hai aur ek plugin ka use karke hum bach sakte hai to blogger mai aisa nhi hai kunki blogger pe koi bhi aisa plugin nhi hai aur na koi setting.

To dosto agar aapki website ya blog blogger pe hai to aap usko safe rakhne ke liye aap wordpress pe move kar skte ho.

Uske bad aapko har 1 ghante mai apna adsence account check karna hai agar aapka adsence accont mai CTR badta hai to aapko action lena padega.

Agar aapka CTR 10% se uper aaya to sabse pahale to aapko apne blog se sare adsence code ko remove karna hai fir agar aapne blog post ke ander bhi code ko rakha hai to aapko post ke ander se bhi adsence code ko hatana hai.

Jaise hi aap adsence code ko aap apne blog se remove kar loge to uske bad aapko apne adsence account mai adsence ko ek form bharna hota hai adsence invalid activity wala form bharna hota hai.

Uske bad aapka adsence safe ho jayega uske bad kuch dino bad aap apna adsence account ke code ko dubara se 5 ya 8 din bad laga sakte hai.

To agar aap blogger mai blog ko use karte hai to aap is tarike se aap apna adsence account ko safe kar sakte ho par agar blogger ke liye ko bhi javascript code hota hai ya koi banata hai to mai aapke liye us code ke bare mai post jarur likhunga.

Agar aap blogger pe blog use karte ho to aapko mai kuch dino mai ek code dunga jise aap apne blogger html secttion mai laga ke adsence ko safe kar sakte ho jaise aap wordpress me plugin ko use kar paooge wase hi aap blogger mai bhi us js code ko use karke adsence ko safe kar paooge.

Conclusion

To dosto aaj maine aapko is post mai Protect adsence account form invalid click on blogger or wordpress in hindi step by step full details mai shi se bta diya agar aapko koi dikat aati hai to comment secttion mai comment kare aur ye post aapko accha laga to is post ko apne dosto ke sath share jarur kare.


Leave a Comment