Merry Christmas 2018 | Why merry Christmas Celebrated on the 25th December? in hindi | delhi technical hindi blog !

Merry Christmas 2018 | Why merry Christmas Celebrated on the 25th December? in hindi – Dosto jaisa ki hum sabko kuch acche se pta hoga ki merry christmas 25th december ko bade dhum dham se manate hai aur ye din Issaiyo ke liye bahut hi important hota hai aur is din bhagwan jesus (isa masih) ka janam din pe manate hai.

Merry Christmas 2018 | Why merry Christmas Celebrated on the 25th December? in hindi | delhi technical hindi blog !
Merry Christmas 2018 | Why merry Christmas Celebrated on the 25th December? in hindi

Isse din kuch important role hota hai wo santa claus ban ke logo ko uphar dete hai jaise gift ya kuch aise chije jo logo kisse ko surprise karte samaye dete hai, ye aisa karte hai jaise ki santa claus khud pahale logo ke gharoo pe unke liye christmas card ya aur bhi gift deta tha.

Isse din log christmas songs gate hai, candle jalate hai aur bahut trah ke food ka sawan karte hai aur charch me jarkar charch ki dekh rekh karte hai matlab sewa karte hai.

Iss din chote bacche bahut khus hote hai kunki us din rat ke 12 baje apne mata pita aur santa claus se bahut trah ke gift milte hai, aur chote bacche school mai merry christmas 2018 manane ke liye santa claus ki topic aur kapde pehante hai.

Bahut se log Merry Christmas 2018 celebrated on the 25th december ko sabse bada din mante hai kunki ye bhugol ke dristi se ye din bada mana jata hai is liye log isko sall ka sabse bada din mante hai.

Bharat me lagbhag 3 soo lakh Issaiyo ke duwara is festival ko bade dhumdham se manate hai aur katholic issaiyo to is festival ke din upwas rakhte hai, aur 1 se 24 tarike tak ye log kuch bhi nhi khate aur mid night ko charch ke sewa karne ke bad hi khate hai.

Iss din ko important motiv hota hai sirf love aur ekta ko banaye rakhna is din pure world me vacation hota hai aur is din main bat jo chote chote bacche hoti hai unme bahut jada love matlab prem hota hai.

Main important chij jo hai wo ye mana jata hai ki is din isa masih ka birthday tha is liye is din ko sabse bada din bhi bolte hai aur ye lagbhag 6 january tak isko regular rakhte hai matlab 6 january tak chalta hai.

Christmas Day Kaise Manaya jata hai

Christmas day isliye manaya jata hai kunki is din isa masih ka janamdin mana jata hai isliye christmas day manaya jata hai aur isse related bahut se story hai.

Merry Christmas 2018 | Why merry Christmas Celebrated on the 25th December? in hindi | delhi technical hindi blog !
Merry Christmas 2018 | Why merry Christmas Celebrated on the 25th December? in hindi

Jab isa masih ka janam hua tha to god ne logo ko ek sanket diya tha ki unki sewa aur unhone gyan dene ke liye iswar ka ek anns masih ke rup me aap sabhi ke bich me janam lene wala hai, jesus ko god bhi kha jata hai.

Isa masih ke mother ka nam Mariyam aur father ka nam yusuf tha aur main bat ye hai jab unka janam hone wala tha tab unke mata aur pita ki saddi nhi hui thi, kha jata hai ki inke divya hone ke sandess god ne pariyoo ke jariye bheja tha.

Aur iske bare me bahut se mahatma jase logo ko bhi pta tha ki god ka ek anns ka janam hone wala hai aur inke janam ke samaye inke mata aur pita kisse jangali eilake me fas gye the aur inka jab janam hua to wo janwaro ke bich me janam hua tha.

Aur unko dekhte ke liye bahut sare mahan log aaye the aur kha jata hai ye din merry christmas tha jab inka janam hua tha uske 8 din bad unka nam jesus christ aur yiusuu raka gya tha aur kuch din bad me log unko isa masih ke nam se janne lage aur is isa masih ne 12 years me hi sastrath me bade bade gyaniyo ko prast kar diya tha.

Is din logo ko tree ko sajane ke pratha hai bola jata hai ki jab insa janam hua to sadabahar tree ko devtaoo ne sajaya tha aur jab se ye prampra chalti hui aa rhi hai.

Merry Christmas ke din log kya kya karte hai

Log is din charch me pray karte hai aur mediteation karte hai aur gana gate hai aur candle jalate hai aur is festival ko manate hai. merry christmas ke din log apne gharoo mai aur apne ass pass ke jaghe ko saff karte hai.

Log merry christmas ke din ek dusre ko gift dete hai, issaiye log is din bible padte hai aur apne dharm ke aadhar pe upwas bhi rakhte hai. Aur ye din logo ko santi, dya, aur pyar ke bhavna ko pardan kara hai.

Jesus ne bola tha ki iswar sare logo ko bahut pyar karte hai isliye humko apne jiwan me prem ko apna kar iswar ke sewa karna chaiye aur unhone ye bhi kha ki iswar ke sewa karna ka shi marg hai din dukhiyoo ki sewa karna hota hai aur merry christmas day hume yahi pawan sandess deta hai.


Leave a Comment