Google Disavow tool working or not in hindi step by step | delhi technical hindi blog !

Google Disavow tool working or not in hindi step by step – To dosto kya waqee mai google disavow tools work karna hai ya nhi is post mai aapko sab kuch ekdam clear ho jayega to simple aapko is post ko pura read karna padega.

Google Disavow tool working or not in hindi step by step | delhi technical hindi blog !
Google Disavow tool working or not in hindi step by step

Agar aapke website ya blog mai koi bhi bad backlinks aa jata hai to aapko aako disavow tools use karne ke bad agar fir se uski ranking mai sudhar aa jata hai par aise bahut se log hai jo bolte hai ki google disavow tools work nhi karta hai.

Jaise hi aap google disavow tools ko use karte ho to wo sirf aapke backlinks mai se jo bad links hai wo unko stop karta hai ek ek karke agar aap ye soch rhe ho ki kuch dino mai sab shi hone wala hai to ye galt hai.

Jo google disavow tools hai to ekdam proper work karta hai aur jo ye log bolte hai ki google disavow tools work nhi karta hai to aap logo se yahi kahunga ki pahale tools ko shi se use karna sikho fir aap usko shi se samjho tabhi aapko pta chalega ki ye tools kaise work karta hai.

Jaise aap bad backlinks ko remove karte ho man lo ki aapke website pe 1 ya 2 bad backlinks hai to aapko 3 se 5 din ka time lag sakte hai aur agar aapki website pe bahut jada backlinks hai matlab ki 100 se 500 bad backlinks hai to aapko 1 se 2 month lag sakta hai.

kunki google pahale to aapke website ke links ko shi se analyse karta hai us link pe work karta hai taki google har ek chij ko shi se check kar sake uske bad aapko agar manually bad links ko hatana chahate ho to aapko ek ek karke usko hatana padega.

Aur jaise hi aap manually karte ho to google jhald se jhald se aapke bad backlinks ko remove karke aapki website ki jo ranking hai usko down hone se rokta hai.

Conclusion

To aaj maine aapko is post mai Google Disavow tool working or not in hindi step by step full details mai bta diya hai agar apko koi dikat aati hai to comment secttion mai comment kare aur ye post aapko accha laga to is post ko share jarur kare.


Leave a Comment