Dussehra kun manate hai | dussehra specials 2018 in hindi | delhi technical hindi blog !

Dussehra kun manate hai | dussehra specials 2018 in hindi – maa durga ki 9 din puja hone ke bad 10 wale din me hum dussehra manate hai, diwali ke 20 ya 22 din pahale aata hai is bar 2018 me 19 october ko manaya jaiga.

Dussehra kun manate hai | dussehra specials 2018 in hindi
Dussehra kun manate hai | dussehra specials 2018 in hindi

Jo india me bahut utsav ke sath manaya jata hai aur us din mata durga devi ne mahissur ki hattya karii thi aur issi din dussehra manaya jata hai, us time jab bhagwan ram apna addyaya chod ke 14 saal ke liye banwas jana pada aur ussii banwas kaal ke time pe rawan ne apna face change karke mata sita ka appharan kiya tha.


Dussehra kun manate hai | dussehra specials 2018 in hindi 

Bhagwan ram ne mata sita ko wapic lane ke liye 9 din tak ladii ladi aur sakti pane ke liye ma durga ki puja karte rahe, aur us time ladiye ke samaye ram bhagat hanuman aur vanar senna ne saat diya aur to aur rawan ke choti bhai vivshan ne bhi sath diya.

Finally 9 din tak bhagwan tam ne ladii ladi uske bad 10 we din me rawan ka aant kar diya aur buraiye par acchaiye ki jeet hui, dussehra ke din me bahut se log rakh ki puja karte hai aur jaise students apne kitabooo k puja karte hai aur dukan dar apne taraju aur jo bhi loha wali chije hoti hai wo sab ki puja karte hai.

Aur bahut se jaghe pe log apne liye new vicheal purchase karte hai aur khi pe koi dusra chij ki puja karte hai to aise hi har koi new new saman kharidte hai aur bahut se log apne sona kharid ke apno se bade logo ko dete hai aur unka aasirvad lete hai.

Aur to aur khi khi jaghe par dussehra ka mela bhi lagta hai, aur rawan ka putla bana kar apne ground me us putle ko jalate hai aur aise hi ram ka avtar lekr teer aur bardd ka aant kiya jata hai. Aur is trah bhagwan ram ne rawan ka aant kiya hai aur buraie jada samaye tak nhi rehati hai, uska aant hota hi hai.


Leave a Comment