Blogger me custom Permalink kaise use kare step by step in hindi | delhi technical hindi blog |

Blogger me custom Permalink kaise use kare step by step in hindi – dosto agar aap blogger chalate hai aur apne blog me link ke duwara google pe search karna chahate hai to ye post aapke liye hai aaj mai aapko is post me custom permalink ko kaise use karte hai blogger me ye full details me bataunga.

Blogger me custom Permalink kaise use kare step by step in hindi | delhi technical hindi blog |
Blogger me custom Permalink kaise use kare step by step in hindi


Permalink ek link hota hai jo ki google pe search hote samaye jo url show hota hai ussi ko permalink bolte hai aur ye google pe rank hone me help karta hai to agar aapne permalink ko shi se use nhi kiya to google pe sayed hi aapka post show hoga.

Blogger me custom Permalink kaise use kare step by step in hindi 

Dosto bassically permalink blogger me work kaise karta hai to simple 2 trah ke permalinks hote hai blogger me ek automatic permalink aur dusra custom permalink in dono me se konsa use kare to aapko custom permalink ko use karna chaiye automatic me jo aapka tittle hota hai uske hisab se datewise aur time wise le leta hai.

To google pe rank hone ke liye aapko sort link or url chaiye hota hai aur sort link aap custom permalink ka use karke aap sort link generate kar sakte ho.

To simple aapko apne blogger ke dashboard me jana hai fir aapko ek post likhna hai fir tittle dena hai uske bad aapko right side me aapko “Permalink” likha hoga to aapko simple uspe click karna hai to aapka pahale se hi automatic select hoga to aapko nice wale option jo custom permalink ka hai to simple custom pe tick lagana hai aur apni margi se permalink ko laga sakte ho.

Conclusion

To dosto aaj maine aapko is post Blogger me custom Permalink kaise use kare step by step in hindi | delhi technical hindi blog | me pura details me bta diya hai kaise permalink lagate hai agar aapko ye post accha laga to apne dosto ko jarur share kare. 


Leave a Comment