Google neighbourly kya hai ? aur ye kam kaise karta hai ? |
Google neighbourly kya hai ? aur ye kam kaise karta hai ?
pahale to ye dono question ke answer bta deta hun to simple google neighbourly ek application hai jisko google ne launch kiya hai aur is application se humko ye pta chalta hai ki humare ass pass kya ho rha hai aur kya kya chej hai to ye sab jankari aapko is app mai milne wali hai aur aap un jankari ko share bhi kar sakte ho.
To dosto jaise aap local area ke bare mai application se pta kar lete hai wase hi google negihbourly se aap har ek location ke bare mai jan sakte ho ki kha pe kya chal rha hai aur kya ho rha hai dosto aap agar google play store pe check karoge to aapko iska beta version hi milega but kuch din pahale isko google ke senior product manager ne iske bare mai bataya hai ki 2019 se ye app ha har ek city mai available ho jayega.
To finally isme aap kaise pta kar sakte hai ki kha pe kya chal rha hai to simple aapko pahale to google play store se aap app ko download karna hai fir uske bad aapko isme join hona hai uske bad aapko isme bahut se log milangi aur aap unse unke location ke hisab se question puch sakte ho.
To isme aapko aapko pahale to join hone ke liye kuch question bhi puche jayenge to aapko simple unko fill karne ke bad aapko ek list milega jisko aapko woha pe unki location ke hisab se log milangi aap unki koi bhi question puch sakte hai aur aapko jankari mil jayega.
Conclusion
To dosto aaj maine aapko is post What is Google Neighbourly and how to use google neighbourly app full guide in hindi step by step full details mai bta diya hai agar aapko koi dikat aati hai to comment secttion mai comment kare aur ye post accha laga to is post ko share jarur kare.