Top 5 best tips hindi blog pe traffic badaye full guide step by step in hindi | delhi technical hindi blog !

Top 5 best tips hindi blog pe traffic badaye full guide step by step in hindi – Dosto agar aap koi blog chalate ho aur wo blog hindi me hai to aapke blog me jada traffic aane bahut muskil hota hai kun ki hindi language sirf india country me hota hai aur baki aur country me alag alag language use hota hai, aur hindi blog me jo bhi traffic aata hai wo labbhag 80% india se hi atta hai.

Top 5 best tips hindi blog pe traffic badaye full guide step by step in hindi | delhi technical hindi blog !
Top 5 best tips hindi blog pe traffic badaye full guide step by step in hindi 

Lakin aab bat ye hai ki hindi blog pe high cpc aur high traffic kaise badaye, main apni bat karu to mere blog pe traffic search engine se jo aata tha wo bahut hi kam hota tha jis mahine maine blog start kiya tha us mahine lagbhag total 200 pageviews hue the google search engine se uske bad next month total 800 ke ass pass aise hi aata hai.

Jab maine blogging stat kiya tha tab maine confuse tha ki mujhe blogger pe ya wordpress pe kispe jada traffi milega to maine sabse pahale to blogger pe apna blog banaya fir maine wordpress pe move ho gya aur aakhir kar mujhse shi se pta chal gya ki aapka blogger kisse bhi platform pe ho lakin aapko accha seo aur accha content ke uper jada traffic mil sakta hai.

Also Read:-

  1. Blog me Real Organic Traffic kaise laye For Beginner (step by step)
  2. blogging kaise start kare for begineer ( step by step)
  3. Blogger ko adsence ke sath kaise link (kare step by step)

Top 10 best tips hindi blog pe traffic badaye full guide step by step in hindi

1. Select best blog name and url 

Dosto jab bhi aap blog likhte ho to aapko apne blog ka jo post tittle hota hai usko ek dam short likha hai aur ek dam catchii types ka hona chaiye jo ekdam tittle catch kar le, taki logo ko aapka tittle pad ke pta chal jaiye ki ye post ki topic ke uper hai aur isme humko kya milega aur jo humre user hai wo blog post ko read kare to unko sab samaj aa jaiye.

2. Focus on particular topic

Dosto agar aapko daily regular user chaiye to aapko ek alag particular ek hi topic ko choose karna chaiye agar aap har ek topic ka post ko apne blog me dal rhe ho to aapka blog me jada traffic nhi aayega isse aapka sirf time hi waste hoga aur kuch nhi hoga sirf time waste hoga.

Agar aap ek particular topic pe kam karoge to aako daily new vijitor to milengi hi aur aapko daily purani vijitor bhi milengi jinhone pahale bhi aapke blog pe vijit kiya hoga aur jo ek se do bar ek hi blog pe aa jata hai to usko ye pta chal jata hai ki ye jankari is blog me mil jaiyega to simple aapka blog pe direct aa jata hai isliye aapko hamesa ek hi particular topic pe article likhna chaiye.

3. Use High Ranking Enlish Words

To dosto agar aapko high cpc wale traffic chaiye to aapko apne blog post ka jo tittle hota hai usko aapko english me likhna chaiye matlab ye nhi ki sab english me kuch post hindi me jo hindi me google pe search hote ho aur kuch english me jo google pe english pe search hote ho kunki har country me english me hi tittle search karte hai bhale post hindi me aaye lakin google pe english me show hota hai.

4. Make blog simple design

Dosto agar aap blog field me aana chahate ho aur aapko apne blog me sabse uper jana hai to aapko apne blog ka jo design hai wo ekdam simple rakhna hai kunki agar aapka blog simple hua to vijitor ko post padne me jada dikkat nhi aane wali hai aur google search engline me bhi aapko bahut sara traffic milne wala hai kunki google us blog ko uper karta hai jo blog ekdam simple hota hai.

Agar aap apne blog me jada colour dalte ho aur ek dam cattee sa banate ho to aapke blog ko padne me bahut jada disattracted hota hai isliye jada color use na agar aap jada color bhi use karte ho to aapko google ranking pe sabse niche lane wala hai sabse niche to nhi balki halaki kuch blog se niche aane wala hai isliye aapko koi bhi blog banante time aapko apne blog ko ekdam simple aur attractive banana hai.

5. Full time work on blog

Agar aap blogging field mai aana chahte ho aur aap blog daily likhte ho aur aap ye soch rhe ho ki aaj ke time pe aapka blog pe bahut se traffic aana chaiye to ye aapki galtfami hai kunki aaj ke time pe bahut se blog ban chuke hai aur bahut se post likha gya hai isliye aapka apne blog ke uper full time work karna hoga part time ko lekr bhage to aapke blog se success pana bahut hi muskil hai.

Also Read:-

  1. Blog me Real Organic Traffic kaise laye For Beginner (step by step)
  2. blogging kaise start kare for begineer ( step by step)
  3. Blogger ko adsence ke sath kaise link (kare step by step)

Halaki success to mil jaiyega lakin us success ka kya fayda jo bahut time bad mile success aaisa hona chaiye jo aapke kuch mahino mai success mili ho to usko hum success bol sakte hai to aapko ye dhyan me rakhna hai ki aapko apne blog ko ekdam kuch mahino mai hi top pe lana hai.

Conclusion

To dosto maine aapko aaj is post Top 10 best tips hindi blog pe traffic badaye full guide step by step in hindi full details me bta diya hai agar aapko koi bhi dikat aati hai to aapko hume comment kar ke jarur bataye aur agar ye post aapko accha laga to apne dosto ke sath jarur share kare.


Leave a Comment