Top 25 Reasons Why i m not earn on blog in hindi step by step | delhi technical hindi blog !

Top 25 Reasons Why i m not earn on blog in hindi step by step – Dosto agar aap apna blog chalate hai to aapko aap ye sochte hai ki aap accha khasa paisa kama sakte hai blogging karke to ye itna aasan bhi nhi hai wase agar aap chaho to aap aasan bana sakte ho but uske liye ye jo main aapko top 25 reasons bta rha hun uske sath aap work karoge to aap accha paisa kama sakte hai.

Top 25 Reasons Why i m not earn on blog in hindi step by step | delhi technical hindi blog !
Top 25 Reasons Why i m not earn on blog in hindi step by step

Dosto mai aapko apna btata hun ki jab maine start kiya tha to mere ko bhi kuch mahine income nhi hua tha lagbhag 2 mahine tak uske bad meri earning start hui thi lakin maine lagbhag apne time table bana rakha tha ki kaise apne blog ko manage karna hai.

Wase aaj ke time pe agar aap apne blog ko sirf blog likhne me time laga rhe ho to aapko earning karne me bahut itme lag jayega isliye mai aapko aaj jo top 25 tips bta rha hun uske follow karoge to aap aane wali time me acchi earning kar sakte ho.

Top 25 Reasons Why i m not earn on blog in hindi step by step

Dosto mai ye jo top 25 reasons bta rha hun usse aap agar follow karoge to aapka blog aane wale time pe aap accha paisa kama sakte hai aur ye aap blog google pe bhi aachi rank pe hoga to in tips ko follow karte raho.

  1. To dosto agar aap apne blog pe ads network koi sa bhi use kar rhi ho ye samaj lo ki wo ads network aapko acchi earning de rha ho.
  2. Sabse pahale to aap apne blog se jo bekar ke ads network hai wo hata do jo maine hai unko hi rakho jada se jada 2 ads network ko rakhna hota hai jo important hai ya to aapko ek ads network ko use kar sakte ho aur ek affiliate marketing links ko wase to aap acchi earning karna chahate hai to mai aapko suggest karunga ki aap ek hi ads network ko use karo.
  3. Aap apne vijitor ke liye content likho na ki aap paisa kamane ke liye agar aap paise ke piche bhagooge to aap blogging line me success nhi ho paooge isliye hamesa apne vijior ke liye content likho.
  4. Apne blog post mai kabhi bhi jada images ko use nhi karna chaiye.
  5. kabhi bhi aap apni user ko us page se kabhi bhi user ko redirect nhi karna chaiye kisse aur page pe.
  6. Aap seo karne se jada SEO pe work karna chaiye.
  7. Aapko apne blog pe commenting system on karna hona chaiye.
  8. Aap apne blog se kis trah se paise kama sakte ho.
  9. Blog koi shi se sikhne mai jada time lagana chaiye agar aap blog line ko apna career mana chahate hai.
  10. Jada time waste na kare sochne me kya kya kana chaiye aapko bas blogging ke bare me jo aapko shi line lage usme shi se ghusna hota hai.
  11. Agar aap kisse dusre ki content ko copy karoge to aapke google rank niche ho jayega.
  12. Agar aapko organic traffic nhi mil rha hai to aapko jitne bhi search engine hai unme aapko apna blog ko submit karna chaiye.
  13. Aap jab bhi content likhte ho to usme aapko jada keyword ko nhi lagana chaiye nhi to aapka blog google pe ranking pe nhi ho jo google search engine ka new update aaya hai uske hisab se.
  14. Aapko apne blog post me jada low quality wala content nhi likhna chaiye aapko high quality content likhna chaiye.
  15. Blog ka design ko shi se use kare jada dark nhi hona chaiye bas simple aur attractive hona chaiye.
  16. Aapko apni blog ko ekdam fast karna hai agar aapka blog ekdam slow hai matlab buffering karta hai to wo aapke liye shi nhi hai.
  17. Aapke blog me contact us ka page hona bahut important hai.
  18. Content is more important aapko apne blog pe logo ko jada time spend karna chaiye ye dhyan rakhe.
  19. Aapko apne blog pe work karne ka time table banana chaiye nhi to aapka blog kabhi bhi rank nhi hoga.
  20. Aap apne blog me pop up window ka use nh karna chaiye.
  21. Content ko likhne ka tarike aana chaiye har 2 se 3 line ke bad paragraph change hona chaiye.
  22. Aapki blog post me content ya koi bhi images dirty nhi hona chaiye.
  23. Aapka blog friendly hona chaiye.
  24. Aap kabhi bhi dusri blogger ke content ko copy nhi karna chaiye.
  25. Kabhi bhi jada paise kamane ke liye kisse fraud company ke sath work nhi karna chaiye.
Conclusion
To dosto maine aapko is post mai Top 25 Reasons Why i m not earn on blog in hindi step by step full details mai bta diya hai agar aapko koi bhi dikat aati hai to comment secttion mai comment kare aur ye post accha laga to share jarur kare.


Leave a Comment