Lifi kam kaise karta hai aur akhir me lifi kya hai step by step in hindi ? delhi technical hindi blog !

Lifi kam kaise karta hai aur akhir me lifi kya hai step by step in hindi ? – To dosto agar aap wifi use karte honge to aapne life ka nam to suna hi hoga aur agar nhi suna to aaj aapko lifi ke bare mai ek ek chij sab kuch pta chal jayega to chaliye dekhte hai lifi kya hai aur ye kam kaise karta hai in hindi.

Lifi kam kaise karta hai aur akhir me lifi kya hai step by step in hindi ? delhi technical hindi blog !
Lifi kam kaise karta hai aur akhir me lifi kya hai step by step in hindi 

What is Lifi ?


Dosto jaise wifi use hota hai wase hi same Lifi ko bhi use karta hai aur isko discovered professor Herald Hass ne 2011 me kiya tha jaise hum wifi ka use karte hai agar hum lifi ka use karte hai to humko wifi se jada speed net use karne ko milta hai aur same to same jaise hum wifi ko connect karte hai wase hi same tu same hum isko bhi use karte hai.

Lifi – Light Fidelity matlab ki jo hum wifi use karte hai use ye bahut jada tej hota hai jo jo bhi function hota hai usko hum visible light communication bolte hai matlab VLC.

Lifi kam kaise karta hai 

Lifi ko use karne ke liye isme aapko main 3 chij milte hai Led lamp, photo detector aur lamp driver jo lamp driver hota hai wo internet se attached hota hai aur lamp driver jo information aati hai usko internet cable ke throw led bulb mai dalta hai uske bad led bulb mai jo bhi light aati hai usko photo detector mai ja kar attact hoti hai.

Aur jo bhi photo detector mai light signal aati hai usko binary data me convert karti hai, aur uske bad jo hum smartphone aur computer use karte hai uske process hota hai aur jaise hi ye process hota hai aur same as it is recever ke liye bhi process hota hai.

Conclusion

To dosto aapko pta chal gya hoga ki Lifi kam kaise karta hai aur akhir me lifi kya hai step by step in hindi to agar aapko koi bhi sawal ya sujav ho to comment secttion mai comment karke jarur bataye aur ye post accha laga to isko share jarur kare.


Leave a Comment