Blogger Keyword Planner Research In Hindi ! delhi technical hindi blog !

Blogger Keyword Planner Research In Hindi !

Blogger keyword planner research jo use kun karte hai to simple aagar ap ek blog chalate ho to jo aap post likhte ho to aapko pahale keyword planner research ki help lani hoti hai taki aapka blog post google pe rank ho aur aapko post me jada se jada traffic aye taki aapki earning jada se jada ho.

Blogger Keyword Planner Research In Hindi !
Blogger Keyword Planner Research In Hindi !

Agar aap blog use karte ho to aapko uska sare policy ke bare me pta hi hoga lekin agar aapko blogger ke post jo keyword planner research hai wo kaise karte hai ye is video me milega.

Also Read:-

  1. Blog me Real Organic Traffic kaise laye For Beginner (step by step)
  2. blogging kaise start kare for begineer ( step by step)
  3. Blogger ko adsence ke sath kaise link (kare step by step)

Blogger keyword Planner Research kaise use kare !


sabse pahale aapko google.com pe jana hai aur fir woha se appko “google adwords” ye type karna hai aur fir aapko jo search hoga usme se jo sabse pahale wala link ko aapko open karna hai fir aapko jo page show hoga wo maine niche diya hai.

Blogger Keyword Planner Research In Hindi !
Blogger Keyword Planner Research In Hindi !

Fir aapko simple apna ek account bana lene hai aur woha pe aapko apna account apne gmail id se aur password se banaa hai id banne ke bad aapka jo page hoga wo aisa show hoga jo maine niche image diya hai aap image ko shi se dekh lo uske bad maine isme arrow bhi lagaya hai taki aapko shi se samaj aaye jaha pe maine arrow lagaya hai aapko bhi wohi pe click karna hai.

Blogger Keyword Planner Research In Hindi !
Blogger Keyword Planner Research In Hindi !

Pahale aapko tools p click karna hai jo maine sabse uper tick lagaya hai uske niche wala jo tick hai “keyword planner” to pahale aap tools pe click karoge to aapko ye option show hoga jisme fir aapko keyword planner pe click karna hai fir aapko jo pages show hoga wo maine image maine niche diya hai aap dekh lo.

Blogger Keyword Planner Research In Hindi !
Blogger Keyword Planner Research In Hindi !


Keyword planner pe click karna ke bad aapko aisa page show hoga uske bad aapko find new keywords pe click karna hai jaha pe maine aapko arrow lagaya hai uske bad apke samne ek new page show hoga jisme aapko ek search box show hoga aur usme aapko apna keyword search karna hai fir aapko bahut sare option show hoga jisme aapko apne keyword ke bare me bahut sare jankari mil jaigee to simple mai “how to earn money” ye search karta hun fir search karta hun fir jo page show hoga wo maine niche diya ab dekho.

Blogger Keyword Planner Research In Hindi !
Blogger Keyword Planner Research In Hindi !

ye page show hoga aur isme maine bahut sare tick mark bhi lagaya hai to simple maine search kiya “how to earn money” uske bad ye page show hoga aur is page me sara kuch hai jaise aapko sabse uper to ye dikha rha hai ki maine kya search kiya hai uske niche pahale keyword aa rhi hai jaise pahale number pe hai how to earn money uske aage average search monthly likha hai usme 10k – 100k tak likha hai matlba ki ye keyword google pe 10 hazar se lekr 1 lakh tak search karte hai log.

uske aage aapko low likha hai to low matlab ki is keyword pe jo competetion hai wo low hai ap is word pe work kar sakte ho agar low ki jaghe mediam likha hota to iska matlab ki is keyword mai competetion mediam mai hai aapko google pe search karane ke liye aapko thoda jada mehnet karna hoga agar mediam ki jaghe pe high likha hota to ye samaj lo aapko ye keyword select nhi karna kunki is keyword pe pahale se hi bahut log karm kar rhi hai is liye aapko low keyword pe kam karna hai keyword low ho aur traffic jada aata ho.

Also Read:-

  1. Blog me Real Organic Traffic kaise laye For Beginner (step by step)
  2. blogging kaise start kare for begineer ( step by step)
  3. Blogger ko adsence ke sath kaise link (kare step by step)

aise hi uske niche dusra keyword hai aur is keyword pe bhi same aise hi batayega jaise maine uper bataya aise hi niche bahut sare keyword hai jisme aapko pta chal jaiga ki is keyword mai kita traffic aat ahi isme competetion kiya hai aapko karm karna chaiye ya nhi to simple aapko keyword planner me koi sa bhi keyword aap search karke pta kar sakte ho ki is keyword pe kitna traffic aata hai aur kitna nhi aata to simple aise hi apne blog ke liye keyword research karte hai.

To guys ye thi aaj ki post jisme aapko adsence approval tips in hindi, agar aapko ye mera post Blogger Keyword Planner Research In Hindi ! delhi technical hindi blog ! accha laga to aap apne dosto me share jarur karoo aur is website ko apne email se subscribe kar lo taki aane wali email notification aapko turant mil jaiye.

Leave a Comment