Bitvertiser ads network se paise kaise kamaye step by step in hindi | delhi technical hindi blog !

Bitvertiser ads network se paise kaise kamaye step by step in hindi – dosto agar aap ek blogger hai ya aap koi apni website chalate hai to aap bitvertiser ads network ko use karke bitvertiser se paise kaise kamaye in hindi me sab kuch pad sakte ho is post mai aapko bitvertiser ke bare me full details mai batane wala hun.

Bitvertiser ads network se paise kaise kamaye step by step in hindi | delhi technical hindi blog !
Bitvertiser ads network se paise kaise kamaye step by step in hindi

Bitvertiser se income kaise kare dosto bitvertiser ek PPC site hai jo ki aapko paid per click pe pay karti hai aur ye company 2003 se abhi tak chal rhi hai matlab ki ye website ek dam trusted company hai aur aap is pe apni blog ko add karke accha khasa paisa kama sakte ho.

Dosto bitvertiser ek ads network company hai jo aapko apni blog website ya kisse bhi website pe advertising karti hai aur us ads ko show karane ke liye aapko paise deti hai jab bhi inke ads pe click hoga to wo aapko pay per click ke hisab se paise degi.

Bitvertiser work kaise karta hai

To dosto bitvertiser ek advertising company hai jo ki kisse dusri site ya kisee bhi product ki advertising karti hai aur uska paisa compnay ko milta hai aur uske se kuch % paisa bitvertiser apni pas rakhti hai aur baki ka aapko deti hai matlab jinke website pe ads show hoga usko deti hai.

Bitvertiser se paise kamane ke liye kya kya chaiye

To dosto agar aap bitvertiser se paise kamana chahte hai to aapko pahale to bitvertiser pe apna account banana hoga uske liye aapko ye sab chijo ki requirement hoti hai:-

  1. Blog/Website
  2. Gmail account
  3. Paypal account

To dosto ye 3 chije aapko chaiye jisme aapko account banane ke liye gmail account chaiye hota hai uske bad blog aur website matlab ki agar aapke pas blog ya koi website nhi hai to aapko ads kha show karaygni to is liye aake pas ek blog ya website hona chaiye.

Aur last mai paypal account matlab ki agar aapne paise kama liye hai bitvertiser se to aapko apka paisa chaiye to uske liye aapko paypal account chaiye hota hai kunki ye paypal account mai bhi ye company paise degi aur wo bhi aapke pas jaise hi 10$ ho jaiye wase hi aapka pas aapka paisa mil jata hai.

Uske bad jab aap isme apna account bana lengi to uske bad aapko isme apni website ko add karna hai uske bad aapko ek ads code ko generate karna hai aur us ads code ko apne blog ya website me laga do aur wo pe aapka ads show honge lagega uske bad aapke blog website pe koi bhi us add pe click karta hai to aapko income hogi.

aise hi aapko work karte rahogi uske bad jaise hi aapka pas 10$ ho jata hai to company wali aapko khud hi payment bhej denge aapke paypal account me.

Conclusion

To dosto maine aapko is post mai aapko Bitvertiser ads network se paise kaise kamaye step by step in hindi full guide ke bare me full details mai bta diya hai agar aapko koi bhi dikat aati hai to comment secttion me comment kare aur ye post accha laga to isko apne dosto ke sath share jarur kare.


Leave a Comment