Android apps kaise banaye bina coding ke free me (step by step) delhi technical hindi blog !

Android apps kaise banaye bina coding ke free me !

Android apps kaise banaye bina coding ke free me han g dosto to aap ye soch rhe honge ki free me android app kaise ban jaiga to yahi chij aaj is article me aapko milega ki hum without coding ke app kaise banate hai so smple aapko is article ko pura padna hai aur aapko simple without coding ke app kaise banaye ye sabd aap bhul jaooge aur aapk khud bana sakte ho.

Android apps kaise banaye bina coding ke free me
Android apps kaise banaye bina coding ke free me

To guys pahale ye tha ki humko app banane ke liye bahut sara coding sikhna hota tha lekin abhi hal hi mai jio ke aane ke bad bahut sare user net use karne lag gyi to is karan se logo ne apna dimag lagaya aur unhone aap ke liye ek ek karke bahut sari website bana de jisme aapko bina coding kare app bana sakte ho.

To simple me bta du to aapko coding ke liye kuch website pe jana hota hai aur woha pe coding pahale se hi bani hoti hai jo aapko sirf un code ko woha se drag and drop karna hota hai aur simple app ban jata hai to chaloo sabse pahale aapko un website ke bare me btata hun fir ye btata hun kaise banate hai to is post ko pura padooo.

Android app making websites name !

Thunkable
www.thunkable.com/

Appybuilder
www.appybuilder.com/

Makeroid
www.makeroid.io/

MIT app inventor
appinventor.mit.edu/

To guys simple ye the kuch popular website jo free me aapko apps banane ke liye banaya gya hai, To mai aapko ek website pe ja kr btata hun ki kaise banate hai.

Go to google.com aur google pe jane ke bad aapko search karna hai “thunkable” to simple jo search hoga usme aapko is pe click karna hai jo maine aapko niche images diya hai aapko simple uspe click karna hai aur usko open karne hai…

Android apps kaise banaye bina coding ke free me
Android apps kaise banaye bina coding ke free me

Fir thunkable open hone ke bad aapse wo sign up karne ke liye bolega agar aapke pas pahale se hi sign up kar rakha hai to wo aapko simple pahale hi bar me login ho jaiga aur jiska nhi hai usko pahale apna account banana hota hai to uske liye aapko ek gmail id aur password chaiye hota hai to simple jo maine niche image diya hai woha pe maine jaha pe click karne keliye nisan lagaya hai woha pe aapko bhi click karke aapko gmail id se sign up karna hai.

Android apps kaise banaye bina coding ke free me
Android apps kaise banaye bina coding ke free me

To abhi tak aapne sign up kar liye uske bad aapko thunkable ka dashboard show hoga jisme sabse uper jo attributes diya hoga aur unke bare me sab kuch pad sakte ho kya kya terms and conditions hoti hai to simple aapko aapko ek chota se popup window khulega jisme video type ka tutorials hoga jisme aapko agar usko play karte ho to aapko pta chal jaiga ki is website ko kaise use karte hai to simple aapko is video ko bad me bhi dekh sakte ho to simple jaha maine click kiya hai woha pe aapko click karna hai jo niche images diya hai maine.

Android apps kaise banaye bina coding ke free me
Android apps kaise banaye bina coding ke free me

Watch later pe click karne ke bad aapko ye popup hat jaiga aur aapko pura ek new dashboard show hoga jisme aapko left side me “create new app” show ho rha hoga to simple aapko yaha pe click karna hai jo maine niche images diya hai.

Android apps kaise banaye bina coding ke free me
Android apps kaise banaye bina coding ke free me

To simple click karne ke bad ye aisa popup window show hoga jisme apko jo aap app bana rhe ho uska name likhna hai to simple aap kuch bhi name dal sakte ho maine to “my first app” likha hai aur fir aapk niche “ok” likha hai woha pe click karna hai to simple aapka ek app ka “aia file” create ho jaiga..jo hum app banate hai website pe unke jo source code hota hai usko hum “aia file” bolte hai to simple jo niche image diya hai aisa aayega.

Android apps kaise banaye bina coding ke free me
Android apps kaise banaye bina coding ke free me

To simple aapko ispe click karna hai aur fir aapko ek pura dashboard show ho jaiga jisme aapko sari chije show hogai aur un chijoo se aap apna app ko bana sakte ho drag and drop karke to jo maine niche image diya hai aisa show hoga.

Android apps kaise banaye bina coding ke free me
Android apps kaise banaye bina coding ke free me

To aisa show hoga aur aapko simple isse me drag and drop karna hota hai to agar aapko ye android app pura sikhna hai to aap comment settion me comment karna to aapko simple website se app banane ka pura course ka series start ho jaiga aur aapko humari blog ko subscribe kar lena hai taki aapko jo bhi notification aayega usme aapko post ka notification mil jaiga ok.

To guys agar aapko mere ye post Android apps kaise banaye bina coding ke free me accha laga to aap is post ko share kare aur post ki niche bell icon ko press karke allow kar de taki aani wali post ki notification aapko sabse pahale mil jaye aur aap apni gmail id se bhi subscribe kar sakte hai apko side bar me subscribe ka option mil jaiga ok thanks you.

Leave a Comment