Affiliate program se paise kaise kamaye in hindi ! delhi technical hindi blog !

Affiliate program se paise kaise kamaye in hindi !

Amazon se paise kya sach me kama sakte hai kya to yes amazon to ek khud ek store hai aur usme ek program hai jisko affiliate program bolti hai isme hota ye hai ki aap kisse bhi dusre company se jud ke unke jo product hoti hai unko aap bech sakte ho aur uska jo commission hota hai wo aapko milta hai to simple is post me aapko ek simple affiliate program ke bare me bataunga.

Affiliate program se paise kaise kamaye in hindi !
Affiliate program se paise kaise kamaye in hindi !

Affiliate program hota kya hai ?

Amazon affiliate program ek aisa program hai jo badi company hai unhone ye program banaya tha kunki un company ke pass jo bhi product hai wo agar koi admi online purchase karta hai tabhi wo product sale hota hai agar koi product ko kharidegga nhi to kaise sell hoga to is liye ye program nikala hai isme kya hota hai ki un company ke under me ek id ban jaiti hai aur us id me w badna koi bhi product ko select karke unka ek link bana sakta hai aur us link ko wo usko dega jisko online kuch saman kharidna hai to isse hoga kya ki company ka mall aur jada sell hoga.

To yahi program hai ki agar ek company hai aur mujhe work karna hai to mai us company ke affiliate program ke sath jud jaunga aur woha ki jo bhi product mujhe sell karna hai mai uska link lunga aur jiskko online saman kharidna hoga to usko mai wo link usko send kar dunga aur fir us link se koi bhi kaise bhi booking aati hai to wo sara commission humare account me add ho jata hai.

Affiliate program me commission kitna milta hai ?

To simple jo Affiliate program hai wo har ek company me hai jo online hoti hai aur kuch off line bhi hoti hai lekin jada tar online hi chalte hai to simple me bolu to aapko jo commission milta hai wo sab company to company depend karta hai ki dusri company aapko kitna commission deti hai jaise amazon company hai wo 1% se lekar 10 % tak commission deti hai aur same flipkart ka bhi aisa hi hai matlab agar aapne koi phone becha man lo 10000 hazar ka phone hai aur uska commission aapko 7% de rhi hai to aapko jo commission hai wo 700 rupee ho gya.

To aise hi aapko commission milta hai aur ye sab alag alag company me depend karta hai ki konsi compnay ne kitna percente rakha hai ki kitna dena hai jaise maine amazon ka bta diya hai aur affiliate ka bhi bta diya wase hi bahut sari company hai jaise jvzoo hai ye company aapko ek product ka 50% bhi deti hai aur 80% bhi deti hai to aise bahut sari company hai jisme aapko join ho kar afffiliate program ko suru kar sakte ho.

Work kaise karte hai ?

Simple aapne jo company join kiya hai usme aapki ek account ban jaiga fir aapko koi product ka select karte ho ki mujhe ye product sell karna hai fir aapko uska link banana hota hai simple hai product ko select karne ke bad aapka link aapko kuch ml jaiga uske bad aapko jo link mila hai usko aapko share karna hota hai khi bhi aur aapke link se koi bhi sell hoti hai to uska commission aake account me add hota rahega.

Affiliate program se paise kaise kamaye in hindi !
Affiliate program se paise kaise kamaye in hindi !

Affliate program se hum kitna paisa kama sakte hai ?

Affiliate program se aap unlimited paisa kama sakte ho ab man lo aapki pas bahut sari log hai to agar aap unko apna product sell karte ho to aapke pas monthly 10 sell ho jaiyegaii to aapko ye samaj lo monthly income aappki 30,000 se jada hogi aur ye depend karta hai ki aapke pas kitna bada network hai logo ka chahe wo network facebook se ho ya whats app se ho khi se bhi bas aapke link se product sell hone chaiye ab dekho koi ye kam karke montly 10,00, bhi kamata hai koi 50,000 bhi kamata hai aur koi 10,00,00 bhi kamte hai to isme aapko inlimited income kar sakte ho.

To guys ye tha aapko affiliate program ke bare me ki affiliate program se paise kaise kama sakte hai  aur ye kaise use hota hai ye sab aur agar aapko ye humara post Affiliate program se paise kaise kamaye in hindi  acccha laga to aapko is post ko share jarur karo apne dosto ke sath taki ye knowledge aur dusre logo tak jarur pahuche.

Leave a Comment