Adsence se paise kaise kamaye in hindi step by step ! delhi technical hindi blog !

Adsence se paise kaise kamaye in hindi step by step ! delhi technical hindi blog !

Adsence se paise kamane ke liye aapko 3 platforms hai jisse aap paise kama sakte ho pahale you tube dusra website aur third android app to ye teeno platforms me aap adsence se paise kama sakte ho aur isme aapko revenue bahut jada milta hai istna ki aapko koi aur ads network nhi dene wala.

Adsence se paise kaise kamaye in hindi step by step !
Adsence se paise kaise kamaye in hindi step by step !

To agar aapko you tube se paise kamana hai to aapke pas ek you tube channel hona chaiye dusra agar aap website se paise kamana chahte ho to aapko ek website chaiye ye blog chaiye agar aap android app se paise kamana chahte ho to aapko ek android apps banwaana hoga ya khud banan hoga.

You tube se paise kaise kamaye ?

You tube se paise kamane ke liye aapko ek gmail id aur ek password chaiye uske bad aapko gmail id se aur password se aapko you tube pe jana hai aur woha pe aapko sign in karna hota hai aur fir aapko ek channel banan hota hai channel banane ke liye apko ek gmail id aur password chaiye uske bad aap channel banane ke bad aapko woha pe daily video dalna hota hai

Uske bad aapko adsence se approval lene ke liye aapko apne you tube channel pe daily video upload karna hota hai uske bad approval ke liye bhejne ke liye aapko channel pe kam se kam 10,000 watch time ka hona jarurui hai uske bad hi aapka channel approval ke liye jata hai uske bad aapko ek aur chij chaiye wo hai 1,000 subscriber hone chaiye agar aapne apne channel pe ye do chij kar liye hai to aapka you tube channel approval ke liye chala jaiga uske bad aapko approval milega to fir aapke you tube ke video pe ads show hoga jise aapko paise milega.

Website se paise kaise kamaye ?

Website se paise kamane ke liye aapko ek website chaiye ya to ek blog chaiye agar aapko blog ya website banana aata hai to aap khud bana sakte ho aur nhi aata to aapko ek website banwana hoga uske bad website me kuch criteria hota hai adsence se approval lene ke liye.

Adsence se paise kaise kamaye in hindi step by step !
Adsence se paise kaise kamaye in hindi step by step !

Adsence se approval ke lene ke liye aapko simple apne website se ye page banan hota hai jaise about us page, contact us page, disclaimer page, privacy policy page, ye char pages hona chaiye uske bad aapko apne website pe accha content hona chaiye aur agar blog hai to aapko apne blog pe accha accha content likhna hota hai man lo kam se kam 15 post hona chaiye aur koi single page website hai to aapke website pe accha khasa traffic hona chaiye.

uske bad aapko apni website ko approval bhej sakte ho fir jab aapka adsence approved ho jaiga to fir aapke website pe adsence ke ads show hoga jisse aapki website pe koi vijitor aata hai ya koi aadmi jata hai to usko website show hota hai fir apko usi ads ke paise milte hai.

Android apps se paise kaise kamaye ?

Android apps se paise kamane ke liye aapko simple ek app chaiye hota hai agar appko apps banana nhi atta to apko kisse developer se app ko banwana hoga uske bad aapko android app ko aap google adsence ka dusra part hai jiska nam google admob hai fir aapko google admob account ko bana hoga uske bad aap apne apps me google admob ke ads laga ke paise kama sakte ho fir aapke app ko koi bhi download karega fir aapko android apps me ads show hoga to uska paisa aapko google adsence dega.

Adsence se paise kaise kamaye in hindi step by step !
Adsence se paise kaise kamaye in hindi step by step !

To guys ye thi aaj ki post jisme apko adsence se paise kaise kamaye ye milga hoga, agar aapko ye mera post Adsence se paise kaise kamaye in hindi step by step ! delhi technical hindi blog ! accha laga to aap apne dosto me share jarur karoo aur is website ko apne email se subscribe kar lo taki aane wali email notification aapko turant mil jaiye.

Leave a Comment