26 January kun manate hai in hindi | 26 january 1950,1947 | 26th Republic day step by step (जानिए क्यों 26 जनवरी को ही मनाया जाता है) | delhi technical hindi blog !

26 January kun manate hai in hindi | 26 january 1950,1947 | 26th Republic day step by step | delhi technical hindi blog ! – To dosto 26 january ko har koi ekdam khus rehata hai aur is din 1950 mai 10 baj ke 18 minute pe bharat ka sanvidhan lagu kiya gya tha tabhi se is dino ko india mai festival ki trah manaya jata hai. (जानिए क्यों 26 जनवरी को ही मनाया जाता है)

26 January kun manate hai in hindi | 26 january 1950,1947 | 26th Republic day step by step (जानिए क्यों 26 जनवरी को ही मनाया जाता है) | delhi technical hindi blog !
26 January kun manate hai in hindi | 26 january 1950,1947 | 26th Republic day step by step (जानिए क्यों 26 जनवरी को ही मनाया जाता है)

(26 january ko jhanda kaha paya jata hai) Dosto 26 january 2019 mai 70th republic day manane wala hai aur 2018 mai 69th republic day manaya gya tha dosto is din ko sare logo mai ek khussi hoti hai.

26 january ko matlab republic day ko india ke rashtrapati bhavan pe rashtrapati dhawaj ko lehraya jata hai har ek rashtrapati bhavano par hota hai. (26 january ko jhanda kaha paya jata hai)

Republic day ko hindi mai gantantra diwas bolte hai aur india me is din ko bahut khisiyoo ke sath manaye jata hai is din humara desh aajad nhi hua tha lakin is din ko hum bahut dhum dham se khus rehkar manate hai.

Humara desh 15 August ko aajad hua tha par hum republic day 26 ko manate hai aisa mana jata hai ki 26 january ko loktantra ka sabse bada festival mana jata hai.

Wase bahut kam logo ko ye pta hoga ki gantantra diwas hum kun manate hai aur isko 26 january ko kun manate hai bahut kam logo ko ye pta hoga.

26 january kun manate hai in hindi – जानिए क्यों 26 जनवरी को ही मनाया जाता है |

To dosto 15 august 1947 ko humara desh aajad hua tha lakin us din se 8 mahine pahale aajad hone ke ghosnda ho gyi the Aur us time se aajadi ke sanvidhan likhne laga gya tha.

Jo humara purana 1935 ko purana sanvidhan tha wo hata ke 1947 me naya sanvidhan likhna suru bhi ho chuka tha.

To dosto jab humara sanvidhan bana tha to us bahut time lag gya tha lagbhag 2 saal 11 mahine aur 18 din iska matlab ki pure 3 sall lage the sanvidhan banane mai aur isse karan humara sanvidhan 1950 mai lagu kiya gya.

Aur jab 26 january ko sanvidhan lagu kiya gya uske aane ke bad desh mai ek naya loktantra bana tha to jaise janta logo mai se chunii gyi sarkar aur isse janta logo ka desh bhar mai raj ho gya aur use time pure desh mai ye sanvidhan ban gya isliye 26 ko republic day ki din mai manaye jata hai.

Aur is din ko janta ka din bhi bolte hai Dosto is din hi pure desh mai sanvidhan lagu hua tha aur usi time matlab 26 january ko is desh mai rashtriya dhwaj bhi manaya gya.

Aur isse din jan gan man ka geet bhi gate hai wase ye humare desh mai pahale se hi tha par 26 january ko isko jan gan man ko rastrayagan ke rup mai samil kar diya gya.

To finally is din humara desh mai logo ko ek pure aajadi ke liye naya sanvidhan bhi mil gya ki jo log hote hai unki pure desh mai khi pe bhi ghumne ki aajadi hai aur unko bina waje koi bhi giraftar nhi kar sakta hai.

Conclusion

To dosto maine aapko aaj is post mai 26 January kun manate hai in hindi | 26 january 1950,1947 | 26th Republic day step by step (जानिए क्यों 26 जनवरी को ही मनाया जाता है) | delhi technical hindi blog ! full details mai bta diya hai agar aapko koi sawaj ya sujav ho to comment secttion mai comment kare aur ye post aaapko accha laga to is post ko share jarur kare.


Leave a Comment